Aqwal-e-Zaren
Sunday, 29 June 2014
Kuch Cheezon ki shikayat kabhi na karo, Olaad ke samne apne baron ki, Apna zatti makaan hote hoe uski tangi ki, Urdu Hikayat, Aqwal-e-zareen,
Kuch Cheezon ki shikayat kabhi na karo
1. Olaad ke samne apne baron ki
2. Apna zatti makaan hote hoe uski tangi ki
3. Apni qismat ki
4. Bhool kar bhi apne maa baap ya ustad ki
5. Rukhsat karne ke baad apne mehman ki.
Saturday, 28 June 2014
Takleefon se mat ghabrao keh Takleefein insan ko sochne per majboor karti hain, Urdu Hikayat, Aqwal-e-zareen,
Takleefon se mat ghabrao keh
Takleefein insan ko sochne per majboor karti hain,
Sochne se insan dana banta hai
or danai insan ko jeenay ke qabil banati hai..
Thursday, 26 June 2014
Naseehat wo sachi bat hai, jise hum kabhi ghor se nahi sunte or Urdu Hikayat, Aqwal-e-zareen,
Naseehat wo sachi bat hai,
jise hum kabhi ghor se nahi sunte
or
Khushamad aik baddtareen dhoka hai
jise hum pori towajja se sunte hain...
Tuesday, 24 June 2014
Apni ibadaton ko bhi mehez Allah ki Tofeeq Samjhen Hmari sari ibadatein mil kar bhi ALLAH ki kisi choti c nemat, Urdu Hikayat, Aqwal-e-zareen,
Apni ibadaton ko bhi mehez Allah ki Tofeeq Samjhen
Hmari sari ibadatein mil kar bhi ALLAH ki kisi choti c nemat
ka badla nahi ban sakti..
Monday, 23 June 2014
Jin Logo ko aapki mout ka ghum ho sakta hai unko zindagi mai khushi zaror dena, Urdu Hikayat, Aqwal-e-zareen,
Jin Logo ko aapki mout ka ghum ho sakta hai
unko zindagi mai khushi zaror dena
Jo Shakhs khamosh rehta hai wo bohat dana hai Kyun keh Kasrat-e-kalam se kuch na kuch gunah sarzad hota hai, Urdu Hikayat, Aqwal-e-zareen,
Jo Shakhs khamosh rehta hai wo bohat dana hai
Kyun keh
Kasrat-e-kalam se kuch na kuch gunah sarzad hota hai
Saturday, 21 June 2014
Aank duniya ki har aik cheez dekhti hai magar jb aank ke andar kuch chala jai to usay nahi dekh pati, Urdu Hikayat, Aqwal-e-zareen,
Aank duniya ki har aik cheez
dekhti hai magar jb aank ke andar
kuch chala jai to usay nahi dekh pati,
Bilkul isee tarah insan dosron ke aeib dekhta hai
par apne aeib usay nazar nahi atay..
Friday, 20 June 2014
Insan barhte ja rahe hain or insaaniyat khatam hoti ja rahi hain, Quotation
Insan barhte ja rahe hain
or insaaniyat khatam hoti ja rahi hai
Mehnat itni Khamoshi se Karo Keh Tumhari kamyabi shor macha de, Urdu Hikayat, Aqwal-e-zareen,
Mehnat itni Khamoshi se Karo
Keh Tumhari kamyabi shor macha de..
Wednesday, 18 June 2014
Insaan ki shakhsiyat uski zuban mai hoti hai Aik ghalat Jumla uski sari shakhsiyat or izzat, Urdu hikayat, aqwal e zareen
Shakhsiyat or Izzat
Insaan ki shakhsiyat uski zuban mai hoti hai
Aik ghalat Jumla uski sari shakhsiyat or izzat
ko khaak mai mila deta hai
Tuesday, 17 June 2014
Dhoka or Dukh is waqt intehai shadeed Hote hain jab wo us shakhs ke janib se mile, Urdu hikayat, aqwal e zareen
Dhoka or Dukh is waqt intehai shadeed
Hote hain jab wo us shakhs ke janib se mile
Jis pe hame bohat gehra maan hota hai..
Monday, 16 June 2014
Achi Kahani wo hoti hai jo tumhe Ye mehsoos karai keh is ke kirdar Tum bhi ho sakte ho, Urdu hikayat, aqwal e zareen
Achi Kahani wo hoti hai jo tumhe
Ye mehsoos karai keh is ke kirdar
Tum bhi ho sakte ho...
Saturday, 14 June 2014
Khuwab wo nahi hote jo ap sote Mai dekhte hain bul keh wo hain jo ap ko sone nahi dete
Khuwab wo nahi hote jo ap sote
Mai dekhte hain bul keh wo hain jo ap
ko sone nahi dete...!!
Thursday, 12 June 2014
Makhlooq ki Taqat se wohi Maroob hota hai, Islamic Quatations, Urdu Hikayat,
Makhlooq ki Taqat se wohi
Maroob hota hai
Jisko Khaliq ki taqat
ka andaza nahi hota..
Wednesday, 11 June 2014
Aqalmand or bewaqoofon mai kuch na kuch Aeib zaror hota hai magar aqalmand Apne aeib ko khud dekhta hai
Aqalmand or bewaqoofon mai kuch na kuch
Aeib zaror hota hai magar aqalmand
Apne aeib ko khud dekhta hai
or bewaqoofon ke aeib duniya dekhti hai...
Monday, 9 June 2014
Us insan par bharosa karo Jo tmhari teen batain jaan sake, Urdu hikayat, aqwal e zareen
Us insan par bharosa karo
Jo tmhari teen batain jaan sake.
1
. Muskurahat ke pechay dukh
2.
Gusse ke pechay pyar
3
. Chup rehne ke pechay wajah
Marriage does not guarantee you will be together forever, It's only paper, English Qoutation
Marriage does not guarantee you will
be together forever,
It's only paper.
It takes Love, Respect, Trust, Understanding,
Friendship and Faith in your relationship
to make it Last..
Saturday, 7 June 2014
Ghakti pe Ghalti karo or bs Sorry keh do,
Ghakti pe Ghalti karo
or bs Sorry keh do..
Yad rakhiye!!
Ghalti par mehez "Sorry" keh dena hargizz kafi nahi hota,
Bul keh Ghalti ki talafii or apni islaah karna bhi zarori hota hai
Friday, 6 June 2014
Hazrat Ali (R.A) se poucha gaya, Keh Insan bura kab banta hai? Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations
Hazrat Ali (R.A) se poucha gaya:
Keh Insan bura kab banta hai?
Ap (R.A) ne Farmaya:
Jab wo apne apko dosron se acha samajhne lage.
Tuesday, 3 June 2014
Zindagi mai jin logon se pyar karte hain Dukh bhi unhi se milte hain, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations
Zindagi mai jin logon se pyar karte hain
Dukh bhi unhi se milte hain
Kyun keh
Gheron ki bat dil ko buri lagti hai
Magar apno ki baat seedhi dil par lagti hai..
Sunday, 1 June 2014
Aansu tab nahi aatay Jab ap kisi ko kho dete ho, Urdu hikayat, aqwal e zareen
Aansu tab nahi aatay
Jab ap kisi ko kho dete ho
Aansu to tab atay hain
Jab ap khud ko kho kar bhi kisi ko pa nahi sakte..
‹
›
Home
View web version