Sunday, 27 July 2014

Samajhdaar log behes nahi karte kyun keh wo jante hain keh siwae apas mai ranjj peda, Urdu hikayat, urdu quotations,


Samajhdaar log behes nahi karte kyun keh
wo jante hain keh siwae apas mai ranjj peda

hone ke s se mofeed nateeja
baraamad nahi hua karta


Neyk insan ke dilon mai bhi bure Khayalat aatay hain magar, Urdu Hikayat, Urdu qoutation


Neyk insan ke dilon mai bhi bure
Khayalat aatay hain magar

Wo yun hee chale jate hain
Koi dhabba or daagh dil par nahi laga jate


Friday, 18 July 2014

Wednesday, 16 July 2014

Jab insaan ki mehnat ghalat hojai to yaqeen kamzor hojata hai, Urdu hikayat, aqwal e zareen, quotation of the day


Jab insaan ki mehnat ghalat hojai
to yaqeen kamzor hojata hai

or jab yaqeen kharab hojai
to amaal kharab hojate hain,
Amaal kharab hojain to insaan
nakami ke raste ko ikhteyar kar leta hai


Tuesday, 15 July 2014

Saturday, 12 July 2014

Thursday, 10 July 2014

Rishton ki Rassi Kamzor tab hoti hai jab insan Ghalat Fehmi mai, Urdu Hikayat, Aqwal-e-zareen,


Rishton ki Rassi
Kamzor tab hoti hai jab insan Ghalat Fehmi mai
Peda hone wale sawalon ke jawab bhi khud bna leta hai


Saturday, 5 July 2014

Friday, 4 July 2014

Tuhmat rah mai pare is kante ki manand hoti hai jo chubhte hoe, Aqwal-e-zareen, best qoutation


Tuhmat rah mai pare is kante ki manand hoti hai jo chubhte hoe
ye nahi dekhta keh paon naik raahgeer ka hai ya badd ka