Hum jane wale kal ko
nahi badal sakte..
anay wala kal hamare
haat mai hai...
Mai har kisi ke liye apna aap acha saabit nahi kar sakta
kyu keh main unke liye behtareen hon
jo mujhe sahi tarah se jante aur samjhte hain
iss sarab-e-zindagani mai, __ Aey Khaliq-e-kun fayakoon..
Meri Haqiqat hai yehi,___ Inna Lillahi waa inna ilaihi raajiyon