Tuesday, 11 February 2025

Muhabbat aik aisa darya hai jis mai utarne wala Har shaks doob kr he nikalta hai

 Muhabbat aik aisa darya hai jis mai utarne wala
Har shaks doob kr he nikalta hai


محبت ایک ایسا دریا ہے جس میں اترنے والا ہر شخص ڈوب کر ہی نکلتا ہے۔"

یہ اقتباس محبت کی گہرائی اور اس کے اثرات کو بیان کرتا ہے، جو اردو ادب میں بہت مشہور ہے

Monday, 19 February 2024

Ache dino ke intezar mein hamari sari umer Guzar jati hai, best urdu quotation, urdu hikayat, aqwal e zareen, aj ki bat

 


Ache dino ke intezar mein hamari sari umer
Guzar jati hai aur phir pta chalta hai keh jo din
Guzar gai wohi ache thay


(Sheikh saadi)

Tuesday, 9 January 2024

Agar koi tum se Jalta hai tu bajai Gussa hone ke inki Jalan ki qadar karo kyu keh yehi wo Log hain jo tumhe khud se behtar samjhte hain

 


Agar koi tum se Jalta hai tu bajai Gussa hone
ke inki Jalan ki qadar karo kyu keh yehi wo
Log hain jo tumhe khud se behtar samjhte hain

Monday, 8 May 2023

Dua aur Yaqeen dono nazar nahi atay Keh Be-Rang hote hain magar Ye Dono wo Rang le atay hain, best urdu Hikayat, Urdu Qoutations,

 


DUA AUR YAQEEN


Dua aur Yaqeen dono nazar nahi atay
Keh Be-Rung hote hain magar
Ye Dono wo Rang le atay hain
Jo Naa Mumkin ko Mumkin bana deta hai

Friday, 20 January 2023

Aadmi ke ILM ka andaza to aik din ho jata hai Lekin Nafas ki khabasat ka pta barson mein bhi nahi chalta, by sheikh saadi, world best urdu hikayat, best urdu hikayat, aqwal-e-zareen

 


Aadmi ke ILM ka andaza to aik din ho jata hai
Lekin Nafas ki khabasat ka pta barson mein
bhi nahi chalta.


By Sheikh Saadi

Sunday, 11 September 2022

Barish ka nannha qatra badal se tapka., Jab Usne samandar ki chouraai dekhi tu, best urdu hikayat, sheikh saadi hikayat,

 


Barish ka nannha qatra badal se tapka., 
Jab Usne samandar ki chouraai dekhi tu
Sharminda hua aur dil mai kaha keh samandar ke
samnay meri hesiat kya hai. uske
hote hue tu mein naa hone ke barabar
hun. Jab usne apne apko haqarat
se dekha tu aik seepi ne 
usko apne mou mein le liya aur dil o 
jan se uski parwarish ki. thori he
dino mein ye qatra aik qeemti moti ban
gaya aur badshah ke taj ki zeenat bana


Friday, 8 July 2022

Kisi ke demagh ko janna chahte ho to uske Lafzon ko suno, Agar kisi ke dil ko janna chahte ho Tu uske amaal dekho, urdu hikayat, aqwal-e-zareen, best urdu aqwal, urdu qoutations

 


Kisi ke demagh ko janna chahte ho to uske
Lafzon ko suno, Agar kisi ke dil ko janna chahte ho
Tu uske amaal dekho


Monday, 9 May 2022

Logon ko is bat se gharz nahi keh aap Khush hain ya nahi, Unhe farq is bat se Parta hai keh Aap unhe khush rakhte hain ya nahi, bets urdu quotations, urdu hikayat,

 


Logon ko is bat se gharz nahi keh aap
Khush hain ya nahi, Unhe farq is bat se
Parta hai keh Aap unhe khush rakhte hain ya nahi



Wednesday, 23 March 2022

Khushi wo wahid khubsurat cheez hai jo hamare pas naa bhi ho to hum dosron ko de sakte hain, sunehri aqwal, urdu best quotations,


Khushi wo wahid khubsurat cheez hai jo hamare pas
naa bhi ho to hum dosron ko de sakte hain


 

Apna Khayal bhi eham hai lekin Sab se eham khayal uska haiJisne tujhe Sahab-e-Khayal Banaya, best urdu aqwal, urdu quotations,

 


Apna Khayal bhi eham hai lekin
Sab se eham khayal uska haiJisne tujhe Sahab-e-Khayal Banaya


Sunday, 13 March 2022

Shakal-o-surat insaan ka pehla tarruf hai Insaan ka dosra aur asal tarruf Uske alfaaz hain, best urdu line by parizaad drama, heart touching lines of urdu drama


Shakal-o-surat insaan ka pehla tarruf hai
Insaan ka dosra aur asal tarruf
Uske alfaaz hain

Apna dosra tarruf mukammal karlo
Itna mukammal karo keh log tumhara pehla tarruf bhool jain


 

Nadaan dhol ki manand hota hai, best urdu qoutation by shaikh saadi, urdu best lines, heart touching lines


Nadaan dhol ki manand hota hai
Boland awaaz hota hai magar
andar se khali hota hai


By Sheikh Saadi

 

Kuch cheezen aap chah sakte hain unhe paa nahi sakte, urdu hikayat, best urdu quotations, aj ki bat, urdu best lines,

 


Kuch cheezen aap chah sakte hain
unhe paa nahi sakte


Shaagird, Jo Bacha ustaad ke adab mai sir ko jhuka leta hai, student qoutations, urdu hikayat for students, best urdu lines

 

Shaagird


Jo Bacha ustaad ke adab mai sir ko jhuka leta hai phir woh
Dunya mai sir utha kar jeeta hai


Saturday, 12 February 2022

Main pori zindagi 2 bando ko talaash karne pe bhi talaash na kar saka, urdu hikayat, best urdu lines, heart touching reality,

 


Main pori zindagi 2 bando ko talaash karne pe bhi talaash na kar saka
Aik wo jis ne ALLAH ke naam pe diya ho aur ghareeb hogaya ho
Dosra wo jis ne zulm kiya ho aur ALLAH ki pakkar se bach gaya ho


Wednesday, 12 January 2022

Jab saya qad se bara aur batein Auqaat se bari hone lag jain tu Samajh jaain, best urdu quotation, urdu hikayaat,

 


Jab saya qad se bara aur batein
Auqaat se bari hone lag jain tu
Samajh jaain
Keh sooraj ghroob hone wala hai..!!


Saturday, 6 November 2021

Aqalmand aur be-waqoof dono mein aib zaroor hota hai, best urdu qoutation by shaikh saadi, aj ki baat, best hikayat, aqwaal

 


Aqalmand aur be-waqoof dono
mein aib zaroor hota hai

Aqalmand apna aib khud
dekhata hai jab keh be-waqoof ka
aib saari dunya dekhti hai


Monday, 11 October 2021

Apna Khayal bhi ehem hai laiken Sab se ehem khayal is ka hai, urdu hikayat, aqawal, best urdu aqwal, urdu quotations,

 


Apna Khayal bhi ehem hai laiken
Sab se ehem khayal is ka hai
Jisne tujhe sahb-e-khayal banaya...


Sunday, 5 September 2021

Shekayat Moat se nahi, Apno se thi Zara c aankh kya lagi, Wo qabar khodne lage, best urdu hikayat, urdu quot, best urdu lines,

 


Shekayat Moat se nahi, Apno se thi
Zara c aankh kya lagi, Wo qabar khodne lage

Sunday, 1 August 2021

MAA BAAP Maa Baap ki takleef ko nazar andaaz mat kijiye, urud hikayat, aqwal-e-zareen, best urdu line, maa baap husn e saluk,

 


MAA BAAP
Maa  Baap ki takleef ko nazar andaaz mat kijiye
Ye jab bicharr jate hain tu resham ke takiye 
par bhi neend nahi aati