Showing posts with label urdu hikayat. Show all posts
Showing posts with label urdu hikayat. Show all posts

Monday, 8 May 2023

Dua aur Yaqeen dono nazar nahi atay Keh Be-Rang hote hain magar Ye Dono wo Rang le atay hain, best urdu Hikayat, Urdu Qoutations,

 


DUA AUR YAQEEN


Dua aur Yaqeen dono nazar nahi atay
Keh Be-Rung hote hain magar
Ye Dono wo Rang le atay hain
Jo Naa Mumkin ko Mumkin bana deta hai

Monday, 9 May 2022

Logon ko is bat se gharz nahi keh aap Khush hain ya nahi, Unhe farq is bat se Parta hai keh Aap unhe khush rakhte hain ya nahi, bets urdu quotations, urdu hikayat,

 


Logon ko is bat se gharz nahi keh aap
Khush hain ya nahi, Unhe farq is bat se
Parta hai keh Aap unhe khush rakhte hain ya nahi



Wednesday, 23 March 2022

Khushi wo wahid khubsurat cheez hai jo hamare pas naa bhi ho to hum dosron ko de sakte hain, sunehri aqwal, urdu best quotations,


Khushi wo wahid khubsurat cheez hai jo hamare pas
naa bhi ho to hum dosron ko de sakte hain


 

Apna Khayal bhi eham hai lekin Sab se eham khayal uska haiJisne tujhe Sahab-e-Khayal Banaya, best urdu aqwal, urdu quotations,

 


Apna Khayal bhi eham hai lekin
Sab se eham khayal uska haiJisne tujhe Sahab-e-Khayal Banaya


Monday, 11 October 2021

Apna Khayal bhi ehem hai laiken Sab se ehem khayal is ka hai, urdu hikayat, aqawal, best urdu aqwal, urdu quotations,

 


Apna Khayal bhi ehem hai laiken
Sab se ehem khayal is ka hai
Jisne tujhe sahb-e-khayal banaya...


Sunday, 5 September 2021

Shekayat Moat se nahi, Apno se thi Zara c aankh kya lagi, Wo qabar khodne lage, best urdu hikayat, urdu quot, best urdu lines,

 


Shekayat Moat se nahi, Apno se thi
Zara c aankh kya lagi, Wo qabar khodne lage

Sunday, 1 August 2021

MAA BAAP Maa Baap ki takleef ko nazar andaaz mat kijiye, urud hikayat, aqwal-e-zareen, best urdu line, maa baap husn e saluk,

 


MAA BAAP
Maa  Baap ki takleef ko nazar andaaz mat kijiye
Ye jab bicharr jate hain tu resham ke takiye 
par bhi neend nahi aati


Monday, 7 June 2021

Sari Umer kisi ke sath kitna he acha karlo Lekin Ksi majboori mai ksi aik bat per sath na de sako tu sari Achahiyaan kunwein mein gir jati hain, urdu hikayat, best urdu quotes

 


Sari Umer kisi ke sath kitna he acha karlo
Lekin
Ksi majboori mai ksi aik bat per sath
na de sako tu sari Achahiyaan kunwein
mein gir jati hain



Thursday, 6 May 2021

Insan ka zawal us waqt shuru hota hai, Jab wo apne Mukhlis logon ke sath, Munafiqat shuru karta hai, urdu hikayat, best urdu quotation, aj ki bat

 


Insaan ka zawaal us waqt shuru hota hai,
Jab wo apne
Mukhlis logon ke sath,
Munafiqat shuru karta hai


Saturday, 10 April 2021

Har ksi ko har baat ka jawab dena zaroori nahi hota.. bohat c jagah par waqai Dil bara karna parta hai, best urdu aqwal, urdu hikayat, best urdu quotes

 


Har ksi ko har baat ka jawab dena zaroori
nahi hota.. bohat c jagah par waqai Dil
bara karna parta hai, Darguzar karna parta hai
Har koi nahi samjhta aap ko, aur har ksi
ko Aap samjha nahi sakte

Saturday, 13 March 2021

Zamanay ki gardish aur dino ki sakhti se, mai kabhi dil shikasta aur ranjeeda nahi hua.. magar ek baal zaroor malaal hua jab mere paaon mai jooti na thi aur naa khareedne ko jaib mai paisa tha, urdu hikayat by shaikh sadi

 


Joota aur Paon

Zamanay ki gardish aur dino ki sakhti se, mai kabhi dil shikasta
aur ranjeeda nahi hua.. magar ek baal zaroor malaal hua jab
mere paaon mai jooti na thi aur naa khareedne ko jaib mai
paisa tha...


Mai hairaan pareshan kofay ki jame masjid mai jaa nikla.. dekhta kya
hon keh aik shakhs ke paaon he nahi hain.. pas mai ne
apne paon ki salamti par Allah ka shukar ada kiya aur nange paon rehna

he ghaneemat samjha