Showing posts with label Shaikh Saadi. Show all posts
Showing posts with label Shaikh Saadi. Show all posts

Monday, 19 February 2024

Ache dino ke intezar mein hamari sari umer Guzar jati hai, best urdu quotation, urdu hikayat, aqwal e zareen, aj ki bat

 


Ache dino ke intezar mein hamari sari umer
Guzar jati hai aur phir pta chalta hai keh jo din
Guzar gai wohi ache thay


(Sheikh saadi)

Friday, 20 January 2023

Aadmi ke ILM ka andaza to aik din ho jata hai Lekin Nafas ki khabasat ka pta barson mein bhi nahi chalta, by sheikh saadi, world best urdu hikayat, best urdu hikayat, aqwal-e-zareen

 


Aadmi ke ILM ka andaza to aik din ho jata hai
Lekin Nafas ki khabasat ka pta barson mein
bhi nahi chalta.


By Sheikh Saadi

Sunday, 11 September 2022

Barish ka nannha qatra badal se tapka., Jab Usne samandar ki chouraai dekhi tu, best urdu hikayat, sheikh saadi hikayat,

 


Barish ka nannha qatra badal se tapka., 
Jab Usne samandar ki chouraai dekhi tu
Sharminda hua aur dil mai kaha keh samandar ke
samnay meri hesiat kya hai. uske
hote hue tu mein naa hone ke barabar
hun. Jab usne apne apko haqarat
se dekha tu aik seepi ne 
usko apne mou mein le liya aur dil o 
jan se uski parwarish ki. thori he
dino mein ye qatra aik qeemti moti ban
gaya aur badshah ke taj ki zeenat bana


Sunday, 13 March 2022

Nadaan dhol ki manand hota hai, best urdu qoutation by shaikh saadi, urdu best lines, heart touching lines


Nadaan dhol ki manand hota hai
Boland awaaz hota hai magar
andar se khali hota hai


By Sheikh Saadi

 

Saturday, 6 November 2021

Aqalmand aur be-waqoof dono mein aib zaroor hota hai, best urdu qoutation by shaikh saadi, aj ki baat, best hikayat, aqwaal

 


Aqalmand aur be-waqoof dono
mein aib zaroor hota hai

Aqalmand apna aib khud
dekhata hai jab keh be-waqoof ka
aib saari dunya dekhti hai


Thursday, 22 July 2021

Agar chay insaan ko muqaddar se zyada rizq nahi milta Lekin, urdu hikayat, best urdu lines, hikayat by shaikh saadi, urdu quotations

 


Agar chay insaan ko muqaddar se zyada rizq nahi milta
Lekin
Rizq ki talaash mein susti nahi karni chahiye


(Shaikh Saadi)

Saturday, 13 March 2021

Zamanay ki gardish aur dino ki sakhti se, mai kabhi dil shikasta aur ranjeeda nahi hua.. magar ek baal zaroor malaal hua jab mere paaon mai jooti na thi aur naa khareedne ko jaib mai paisa tha, urdu hikayat by shaikh sadi

 


Joota aur Paon

Zamanay ki gardish aur dino ki sakhti se, mai kabhi dil shikasta
aur ranjeeda nahi hua.. magar ek baal zaroor malaal hua jab
mere paaon mai jooti na thi aur naa khareedne ko jaib mai
paisa tha...


Mai hairaan pareshan kofay ki jame masjid mai jaa nikla.. dekhta kya
hon keh aik shakhs ke paaon he nahi hain.. pas mai ne
apne paon ki salamti par Allah ka shukar ada kiya aur nange paon rehna

he ghaneemat samjha

Monday, 1 February 2021

Dushman se bacho aur dost se us waqt, Jab wo tumhari tareef karne lage, urdu hikayat by sheikh saadi, aqwaal-e-zaree,

 


Dushman se bacho aur dost se us waqt
Jab wo tumhari tareef karne lage

Saturday, 7 July 2018

Kisi ko itna pyar do keh gunjaaish na choro, agr wo phir bhi tumhara na ban sake to usko chor do, sheikh saadi hikayat, urdu qout by sheikh saadi


:: Sheikh Saadi ne Farmaya ::


Kisi ko itna pyar do keh gunjaaish na choro,
agr wo phir bhi tumhara na ban sake to usko chor do
kyu keh wo mohabbat ka talabgaar he nahi hai
wo to zarorat ka pujaari hai.

Friday, 6 July 2018

Mai ne aik naik shakhs ko darya kinaray dekha jisko aik cheetay ne zakhmi kardiya tha, aur uska zakham kisi dawa se, acha na hota tha, SHAIKH SAADI QOUTS, SHAIK SAADI ki hikayat


:: Shaikh Saadi farmatay hain ::

Mai ne aik naik shakhs ko darya kinaray dekha jisko
aik cheetay ne zakhmi kardiya tha, aur uska zakham kisi dawa se
acha na hota tha
aur wo aarsa daraaz se s talkeef mai mubtila tha
magar har waqt Allah ka shukar adaa karta tha
logo ne usse poucha keh shukar kis bat ka adaa karte ho??
us naik shakhs ne jawab diya sliye keh
MUSIBAT MAI MUBTILA HON,
NA KEH GUNAH MAI..

Sunday, 12 April 2015

SHAIKH Saadi farmatay hain, mai ne aik neik shakhs ko darya ke kiaray dekha jis ko, urdu hikayat


SHAIKH Saadi farmatay hain

mai ne aik naik shakhs ko darya ke kinaray dekha jis ko aik

cheetay ne zakhmi kardiya tha. or uska zakham kisi dawa se acha na hota tha

or wo arsa daraz se us takleef mai mubtila tha
magar har waqt Allah ka shukar adaa karta tha
Logon ne us se poucha keh
shukar kis bat ka adaa karte ho?
usne jawab diya. isliye keh
Musibat mai mubtila hoon, na keh gunah mai

Tuesday, 13 May 2014

Shaikh Saadi farmatay hain Insaan bhi kya cheez hai, Dolat kamanay ke liye apni sehat kho deta hai, Urdu Hikayat, Image Quotations


Shaikh Saadi farmatay hain
Insaan bhi kya cheez hai..!


* Dolat kamanay ke liye apni sehat kho deta hai
or phir sehat ko wapis lanay ke liye apni dolat kho deta hai

* Mustaqbil ko soch kar apna haal zaya karta hai,
phir mustaqbil mai apna maazi yad kar ke rota hai

* Jeeta aise hai jese kabhi marna he nahi,
or mar aise jata hai jese kabhi jiya he nahi..

Tuesday, 14 January 2014

Kisi ko Ache amal se dilli khushi dena, Hazaar sajde karne se behter hai, Hazrat Shaikh Saadi (R.A), Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat


Kisi ko Ache amal se dilli khushi dena
Hazaar sajde karne se behter hai

Saturday, 4 January 2014

Jo dosron ke gham se laa talluq hai, Insan kehlanay ka mustahiq nahi, Hazrat Shaikh Saadi (R.A), Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat


Jo dosron ke gham se laa talluq hai
Insan kehlanay ka mustahiq nahi

Monday, 9 December 2013

Shaikh Saadi ki khubsurat Bat, Mere pas waqt nahi hai un logo se nafrat karne ka, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat


Shaikh Saadi ki khubsurat Bat..

Mere pas waqt nahi hai un logo se nafrat karne ka
jo mujhse nafrat karte hain
kyun k
mai masroofrehta hon un logon mai
jo mujh se mohabat karte hain...