Showing posts with label Famous Quotation. Show all posts
Showing posts with label Famous Quotation. Show all posts

Saturday, 3 March 2018

Koi Bara kaam sirf wo shakhs karta hai, urdu hikayat, achi batain, urdu quotations,


Koi Bara kaam sirf wo shakhs karta hai
jo apne aapko chota kaam krne par
raazi karle..!!


Sunday, 4 February 2018

Rishton mai bharosa aur mobile phone mai network, urdu hikayat, best urdu qoutations.


Rishton mai bharosa aur mobile phone mai network
na ho to log games khelna shuru kar dete hain


Har aik aadmi ki raai uski zaati tajrubay ke, best urdu qoutations, urdu hikayat, best thinking of life


Har aik aadmi ki raai uski zaati tajrubay ke
mutaabiq hua karti hai sliye TV pr kisi tajjziye
karne wale ki raai ko kabhi yaqeeni mat samjhein


Sunday, 9 April 2017

Kamyaabi ye nahi keh aap sab kaam behtareen karein.. kisi aik kaam ko pakar lein aur, urdu hiakayt, aj ki bat


Kamyaabi ye nahi keh aap sab kaam behtareen karein..
kisi aik kaam ko pakar lein aur
us mai behtareen banjain..


Sunday, 1 January 2017

Har insaan ne aik naqaab pehna hua hai, Kuch logon ka ye naqaab ALLah dunya he, urdu hikayat, aj ki achi bat, best usrdu qoutations,


Har insaan ne aik naqaab pehna hua hai,
Kuch logon ka ye naqaab ALLah dunya he
mai utaar deta hai jab keh kuch logon ko
muhlat deta hai taa keh wo tobah karlein


Saturday, 31 December 2016

Jab taleem ka bunyaadi maqsad naukri ka hasool ho to maashray mai naukar he peda hote hain rehnuma nahi..!!!, aj ki bat, hikayat,


Jab taleem ka bunyaadi maqsad naukri ka hasool ho
to maashray mai naukar he peda hote hain
rehnuma nahi..!!!


Saturday, 17 December 2016

Khushbu lagana achi baat hai lekin ikhlaaq aur, applied perfume should be good but, urdu hiakayt, aj ki achi baat, best qoutations


Khushbu lagana achi baat hai lekin ikhlaaq aur
Kirdaar bhi khushbudaar hone chahiyein


applied perfume should be good but
first your character should also be perfumed 

Monday, 5 December 2016

Tujhe teri auqat ka us din pta chalega.. aey insaan.. jab log tujh pe matti daal kar hat bhi tujh pe jhareingay..., urdu hikayat, aqwal-e-zareen,


Tujhe teri auqat ka us din pta chalega..
aey insaan..
jab log tujh pe matti daal kar hat bhi tujh pe
jhareingay...


Zameer marta hai ehsas ki khamoshi se ye wo wafaat hai jiski khabar nahi hoti.., urdu hikayat,


Zameer marta hai ehsas ki khamoshi se
ye wo wafaat hai jiski khabar nahi hoti..


Saturday, 16 July 2016

Aamaal bagheir ikhlaas ke aise he hain jese.. bagheir address ke likha gaya khat jo keh apni matlooba manzil tak nahi pohanch sakta..


Aamaal bagheir ikhlaas ke aise he hain
jese.. bagheir address ke likha gaya khat
jo keh apni matlooba manzil tak nahi pohanch sakta..


Achi kahani wo hoti hai jo tumhe ye mehsoos karai keh s ke kirdaar tum bhi ho sakte ho, aj ki bat


Achi kahani wo hoti hai jo tumhe ye
mehsoos karai keh s ke kirdaar
tum bhi ho sakte ho


Ap ke chote apke naqsh-e-qadam per chalenge Nasihat per nahi kyu keh amal ka asar zyada gehra hota hai, aaj ki bat


Ap ke chote apke naqsh-e-qadam per chalenge
Nasihat per nahi kyu keh amal ka asar zyada gehra hota hai


Sunday, 5 June 2016

Hum nafraton ke s qadar aadi ho chuke hain keh mohabatain bantnay wale ko bhi shak ki nigah se dekhtay hain, aaj ki bat, urdu hikayat


Hum nafraton ke s qadar aadi ho chuke hain kehmohabatain bantnay wale ko bhi shak kinigah se dekhtay hain


Thursday, 26 May 2016

Aik Acha talluq hawa ki tarah hota hai Jo khamosh hota hai magar Hamesha apke paas rehta Hai, aj ki bat, aqwal-e-zaree, urdu hikayat


Aik Acha talluq hawa ki tarah
hota hai
Jo khamosh hota hai magar
Hamesha apke paas rehta
Hai


Log Badalte nahi hain bus Aksar unki zindagi main Aap se behtar koi aa jata hai, urdu hikayat, aj ki bat


Log Badalte nahi hain bus
Aksar unki zindagi main
Aap se behtar koi aa jata hai


Tuesday, 3 May 2016

Dekhi Jaigii, Ye insan bhi kitna siyana hai jo Gari tak pohanchne se pehle remote se darwaza khol leta hai, sardiyan aanay se qabal garam kapron ka bandobast kar leta hai,


Dekhi Jaigii.. !!!
Ye insan bhi kitna siyana hai jo Gari tak pohanchne se pehle
remote se darwaza khol leta hai, sardiyan aanay se qabal garam kapron
ka bandobast kar leta hai,
raat ko ghar anay se qabal nashta ke liye anday double roti le ata hai,
bache ki pedaish se pehle kapre tayar kar leta hai, aftari ke liye, asar se he
chezein jama karna shuru kar deta hai,
barish mai nikalne se pehle chatri le leta hai,
lambe safar per rawana hote waqt gari ki hawa, pani aur petrol
check karleta hai,
andhere mai nikalne se pehle torch thaam leta hai
magr magr

QABAR MAI UTARNE SE PEHLE KOI
TAYARI NAHI KARTA
KEHTA HAI : DEKHA JAIGA..!!1

Saturday, 12 March 2016

Agar khush ho to aahista se hansa karo ta keh ghum na jaag jai aur agr ghamgeen ho to aahista roya karo ta keh Anay wali khushi kahin naa omeedi mai na badal jai, urdu hikaya, achi bat, aaj ki bat


Agar khush ho to aahista se hansa karo
ta keh ghum na jaag jai aur agr
ghamgeen ho to aahista roya karo ta keh
Anay wali khushi kahin naa omeedi
mai na badal jai.....


Missaal dene se behtar hai keh Missaal ban kar dekhao kyu keh Missaal dena aasan hai Missaal banna dushwaar hai, urdu hikayat, aj ki bat, achi batain


Missaal dene se behtar hai keh
Missaal ban kar dekhao kyu keh
Missaal dena aasan hai
Missaal banna dushwaar hai


Sunday, 21 February 2016

Hum jane wale kal ko nahi badal sakte.. anay wala kal hamare haat mai hai...


Hum jane wale kal ko
nahi badal sakte..
anay wala kal hamare
haat mai hai...


Sunday, 14 February 2016

Mai har kisi ke liye apna aap acha saabit nahi kar sakta kyu keh main unke liye behtareen hon, aj ki bat, aqwal-e-zareen, achi batain


Mai har kisi ke liye apna aap acha saabit nahi kar sakta
kyu keh main unke liye behtareen hon
jo mujhe sahi tarah se jante aur samjhte hain