Thursday, 26 May 2016

Log Badalte nahi hain bus Aksar unki zindagi main Aap se behtar koi aa jata hai, urdu hikayat, aj ki bat


Log Badalte nahi hain bus
Aksar unki zindagi main
Aap se behtar koi aa jata hai


Tuesday, 3 May 2016

Dekhi Jaigii, Ye insan bhi kitna siyana hai jo Gari tak pohanchne se pehle remote se darwaza khol leta hai, sardiyan aanay se qabal garam kapron ka bandobast kar leta hai,


Dekhi Jaigii.. !!!
Ye insan bhi kitna siyana hai jo Gari tak pohanchne se pehle
remote se darwaza khol leta hai, sardiyan aanay se qabal garam kapron
ka bandobast kar leta hai,
raat ko ghar anay se qabal nashta ke liye anday double roti le ata hai,
bache ki pedaish se pehle kapre tayar kar leta hai, aftari ke liye, asar se he
chezein jama karna shuru kar deta hai,
barish mai nikalne se pehle chatri le leta hai,
lambe safar per rawana hote waqt gari ki hawa, pani aur petrol
check karleta hai,
andhere mai nikalne se pehle torch thaam leta hai
magr magr

QABAR MAI UTARNE SE PEHLE KOI
TAYARI NAHI KARTA
KEHTA HAI : DEKHA JAIGA..!!1

Sunday, 10 April 2016

Degree to mehez taaleemi aakhrajaat ki raseed hoti hai Ilm to insaan ki guftagu aur amal se zahir hota hai, aj ki bat, best urdu line,


Degree to mehez taaleemi aakhrajaat ki raseed hoti hai
Ilm to insaan ki guftagu aur amal se zahir hota hai


Insaan ke ansu us waqt muqaddas hote hain jab wo kisi aur ki takleef mehsoos kar ke nikalte hain, aj ki bat, nice words,


Insaan ke ansu us waqt
muqaddas hote hain
jab
wo kisi aur ki takleef
mehsoos kar ke nikalte hain


Saturday, 12 March 2016

Agar khush ho to aahista se hansa karo ta keh ghum na jaag jai aur agr ghamgeen ho to aahista roya karo ta keh Anay wali khushi kahin naa omeedi mai na badal jai, urdu hikaya, achi bat, aaj ki bat


Agar khush ho to aahista se hansa karo
ta keh ghum na jaag jai aur agr
ghamgeen ho to aahista roya karo ta keh
Anay wali khushi kahin naa omeedi
mai na badal jai.....


Missaal dene se behtar hai keh Missaal ban kar dekhao kyu keh Missaal dena aasan hai Missaal banna dushwaar hai, urdu hikayat, aj ki bat, achi batain


Missaal dene se behtar hai keh
Missaal ban kar dekhao kyu keh
Missaal dena aasan hai
Missaal banna dushwaar hai


Saturday, 5 March 2016

Iss ILM ko hasil karne ka koi faida nahi Jiski badolat hamare zehen ko itmenaan aur dil ko sakoon na mile, aj ki bat, urdu hikayat, achi batain


Iss ILM ko hasil karne ka koi faida nahi
Jiski badolat hamare zehen ko itmenaan
aur dil ko sakoon na mile