Monday, 3 December 2018

Meri likhi har bat ko koi samajh nahi pata kyu keh mai ehsaas likhta hon, best urdu quotation, best urdu lines


Meri likhi har bat ko koi samajh nahi pata
kyu keh
mai ehsaas likhta hon..
Log alfaaz parhte hain


Jisko tum bura samajh kar naa-pasand kar ke chor dete ho. usko koi dosra shakhs ya cheez acha samajh kar qabool kar leti hai, urdu hikayat, urdu best lines, best urdu quotations


Jisko tum bura samajh kar naa-pasand kar ke chor dete ho. usko
koi dosra shakhs ya cheez acha samajh kar qabool kar leti hai..
kya koi cheez aik he waqt mai achi aur buri ho sakti
hai? wo naa achi hai, naa buri siwaai uske keh
tumhari "MAIN" ne usey bura bana diya hai. kisi
dosre ki "MAIN" ne usey acha bana diya..


Har Shakhs dunya ko badalna chahta hai, urdu hikayat, urdu best lines, urdu quotations,


Har Shakhs dunya ko badalna chahta hai
Lekin apne aap ko badalne per aamada nahi hota


Thursday, 15 November 2018

ghizza ko dawai ki tarah ( soch samajh kar, waqt per, safai suthrai aur mayaar ki rayat rakhte hoe)


ghizza ko dawai ki tarah ( soch samajh kar,
waqt per, safai suthrai aur mayaar ki rayat rakhte hoe)
khaain, warna dawai ko ghiza ki tarah khana parega

Sardi ka mosam aa chuka hai, barai mehrbani apni car ya sawari mai zyada na sahi porane


Sardi ka mosam aa chuka hai, barai mehrbani
apni car ya sawari mai zyada na sahi porane
sweater, jurabay yaa garam kapre zaroor
rakhein taa keh nazar aanay per aise mehroom aur
mustahiq bachon aur afraad ko de sakein jo
aap ki madad ke muhtaaj hain

Porane Log purjosh thay wo taaluqqat ko sambhalte thay, urdu quot, best urdu hikayat


Porane Log purjosh thay
wo taaluqqat ko sambhalte thay

phir log practical hogai
taaluqq se faida uthane lage

ab log professional hogai
faida ho to he taaluqq banate hain

Insaan RIZQ kamane ki khatir subha "Office Time" se pehle bedaar hojata hai, kaam ki bat, urdu quot, best urdu lines


Mehroom Insaan

Insaan RIZQ kamane ki khatir subha "Office Time" se pehle bedaar hojata hai
magar RIZQ ki khushnudi ke liye nemaz.e.fagar mai bedaar nahi ho sakta