Friday, 13 September 2019

ALLAH Talaa is bat ko pasand nahi farmata Keh baatin zaahir ke khelaf ho.., urdu best lines, aj ki bat, achi batain


ALLAH Talaa is bat ko pasand nahi farmata
Keh baatin zaahir ke khelaf ho..

Tumhare nafs ki tarbiyat ke liye itna kafi hai keh, Urdu line, aqwal e zareen, best urdu quotations



Tumhare nafs ki tarbiyat ke liye itna
kafi hai keh.......!!!!

Tum unn cheezon se doori ikhtiyar karo jo
tumhe dosron mai buri lagti hain

Thursday, 15 August 2019

Kabhi Kabhi hum ghalat waqt pe ghalat logo ke, Urdu Qout, Best Urdu Lines, achi batain


Kabhi Kabhi hum ghalat waqt pe ghalat logo ke
Samnay ro parte hain, Log Ghalat nahi hote,
Wo bus hamare Haq mai sahi nahi hote 

Sunday, 2 June 2019

Aurat ki maharat faqat ye nahi keh wo acha khana paka lay bul keh uski, best urdu lines, urdu quotes, aj ki bat

Aurat ki maharat faqat ye nahi
keh wo acha khana paka lay bul keh us

ki asal maharat ye hai keh 
aik acha bacha tarbiyat kare
aik acha insaan banana aurat ka
asal hunar hai

Tuesday, 14 May 2019

Duaon ka rang nahi hota magar jab ye rang laati hain zindagi mai rang bhar jate hain

Duaon ka rang nahi hota magar
jab ye rang laati hain
zindagi mai rang bhar jate hain

Zindagi har guzarte din ke sath batadreej khud ko behtar se behtar banane ka naam hai


Zindagi har guzarte din ke sath batadreej khud ko
behtar se behtar banane ka naam hai

aur
acha insaan wohi hai jo us amal mai
apni aur dosron ki madad karta hai

Agar aap ke andar ka insaan acha hojaiga to apki daarhi bhi achi lagegi aapki topi bhi achi lagegi aur aap ke chehre pe noor aiga


Agar aap ke andar ka insaan
acha hojaiga to apki
daarhi bhi achi lagegi
aapki topi bhi achi lagegi
aur aap ke chehre pe noor
aiga