Saturday, 20 February 2021
nadra 5 important facilities, NADRA ki 5 eham maloomat, Gari chori ki hai ya nahi check karne ke liye, For checking / verification of car in pakistan
1. Gari chori ki hai ya nahi check karne ke liye
Apni gari ka chasis number 8521 pr SMS karen apko pta chal jaiga keh apki gari chori ki to nahi
1. For checking / verification of car in Pakistan
write Chasis number in message and send it to 8521
Thursday, 18 February 2021
Jawani khaak kardi hai, Yaha rishte nibhane mein, Bohat nuqsaan hota hai Ksi ko azmaanay mein, urdu hikayat, best urdu lines,
Jawani khaak kardi hai
Yaha rishte nibhane mein
Bohat nuqsaan hota hai
Ksi ko azmaanay mein
Siwai chand logon k
Koi apna nahi hota
Zara matlab nikal jai
Koi rishta nahi hota
Jawani khaak karne se
Girebaan chaak krne se
Koi acha nahi hota
Samajh jao zara jaldi
Haqeeqat ki kahani mein
Koi bacha nahi hota
Monday, 1 February 2021
Saturday, 16 January 2021
Sunday, 3 January 2021
Subscribe to:
Posts (Atom)






