Sunday, 13 March 2022
Shakal-o-surat insaan ka pehla tarruf hai Insaan ka dosra aur asal tarruf Uske alfaaz hain, best urdu line by parizaad drama, heart touching lines of urdu drama
Shakal-o-surat insaan ka pehla tarruf hai
Apna dosra tarruf mukammal karlo
Saturday, 12 February 2022
Main pori zindagi 2 bando ko talaash karne pe bhi talaash na kar saka, urdu hikayat, best urdu lines, heart touching reality,
Main pori zindagi 2 bando ko talaash karne pe bhi talaash na kar saka
Aik wo jis ne ALLAH ke naam pe diya ho aur ghareeb hogaya ho
Dosra wo jis ne zulm kiya ho aur ALLAH ki pakkar se bach gaya ho
Wednesday, 12 January 2022
Jab saya qad se bara aur batein Auqaat se bari hone lag jain tu Samajh jaain, best urdu quotation, urdu hikayaat,
Jab saya qad se bara aur batein
Auqaat se bari hone lag jain tu
Samajh jaain
Keh sooraj ghroob hone wala hai..!!
Saturday, 6 November 2021
Aqalmand aur be-waqoof dono mein aib zaroor hota hai, best urdu qoutation by shaikh saadi, aj ki baat, best hikayat, aqwaal
Aqalmand aur be-waqoof dono
mein aib zaroor hota hai
Aqalmand apna aib khud
dekhata hai jab keh be-waqoof ka
aib saari dunya dekhti hai
Subscribe to:
Posts (Atom)