Saturday, 19 December 2015
Bacha : Miss Main Apko kesa lagta hoN? Miss : so sweet Bacha : To phir Main Apne parents ko Ap k Ghar kab Bhejon ? funny message
Bacha : Miss Main
Apko kesa lagta
hoN?
Miss : so sweet
Bacha : To phir Main
Apne parents ko
Ap k Ghar kab Bhejon ?
Miss : wo kyon ?
Bacha : Ta k wo
Humari Baat Karain
Miss : kya Bakwas
hai?
Bacha:
Tution parhney k liye
Miss Ap B Na
cable dekh dekh k kharab Ho Gai Hain;-):p
Sunday, 6 December 2015
Tuesday, 1 December 2015
Thursday, 26 November 2015
Nafrat mohabbat ke bs aik qadam ke faslay per hai, lekin mohabbat nafrat se bohat door hai, be-inteha mohabbat ko nafrat mai badalte aik second lagta hai, haan sirf aik second apke bohat mehboob insan ko qabl-e-nafrat bana deta hai barson dil mai basnay wale insan ko ap bahir nikal phenkne mai mai aik pal nahi lagate
Nafrat mohabbat ke bs aik qadam ke faslay per hai, lekin mohabbat nafrat
se bohat door hai, be-inteha mohabbat ko nafrat mai badalte aik second lagta hai, haan
sirf aik second apke bohat mehboob insan ko qabl-e-nafrat bana deta hai
barson dil mai basnay wale insan ko ap bahir nikal phenkne mai mai aik pal
nahi lagate. lekin agar socha jai to jis se hum nafrat karte hain usse
mohabbat karne mai ya to sadiyaan lag jaingi ya phir usse mohabbat ho
gii he nahi, nafrat mohabbat per haavi ho jati hai lekin mohabbat ko khud per haavi
nahi hone deti
issee liye mohabbat karo to aise jese nafrat ki jati hai..
Subscribe to:
Posts (Atom)




