Saturday, 7 July 2018

Kisi ko itna pyar do keh gunjaaish na choro, agr wo phir bhi tumhara na ban sake to usko chor do, sheikh saadi hikayat, urdu qout by sheikh saadi


:: Sheikh Saadi ne Farmaya ::


Kisi ko itna pyar do keh gunjaaish na choro,
agr wo phir bhi tumhara na ban sake to usko chor do
kyu keh wo mohabbat ka talabgaar he nahi hai
wo to zarorat ka pujaari hai.

Friday, 6 July 2018

Mai ne aik naik shakhs ko darya kinaray dekha jisko aik cheetay ne zakhmi kardiya tha, aur uska zakham kisi dawa se, acha na hota tha, SHAIKH SAADI QOUTS, SHAIK SAADI ki hikayat


:: Shaikh Saadi farmatay hain ::

Mai ne aik naik shakhs ko darya kinaray dekha jisko
aik cheetay ne zakhmi kardiya tha, aur uska zakham kisi dawa se
acha na hota tha
aur wo aarsa daraaz se s talkeef mai mubtila tha
magar har waqt Allah ka shukar adaa karta tha
logo ne usse poucha keh shukar kis bat ka adaa karte ho??
us naik shakhs ne jawab diya sliye keh
MUSIBAT MAI MUBTILA HON,
NA KEH GUNAH MAI..

Tuesday, 5 June 2018

sood ko chor dijiye. qabal s ke keh, urdu hikayat


sood ko chor dijiye. qabal s ke keh

sood aap kokahin ka na chore...!!!


Tuesday, 8 May 2018

Jab tak qudrat, taqat aur ikhteyaar ho, ALLAH ki makhlooq pr ehsaan karo asaaniyaan peda karo, urdu hikayat, aj ki bat, achi batain, urdu best lines,


Jab tak qudrat, taqat aur ikhteyaar ho

ALLAH ki makhlooq pr ehsaan karo
asaaniyaan peda karo
kyu keh
insaan ki qudrat, ikhteyar, aur taqat
hamesha baqi nahi rehte

Saturday, 7 April 2018

Mehnat itni khamoshi se karo keh Tumhari kamyaabi shor macha dey, best urdu lines, urdu quotations,


Mehnat itni khamoshi se karo kehTumhari kamyaabi shor macha dey..

Apki Ankhein aksar wohi log kholte hain Jin per aap ankhein band kar ke bharosa karte hain, uru qoutation, urdu hikayat, best urdu lines


Apki Ankhein aksar wohi log kholte hainJin per aap ankhein band kar kebharosa karte hain


Saturday, 3 March 2018

Mushkilaat ache aadmi ke liye achi hoti hain, urdu qoutations, best lines,


Mushkilaat ache aadmi ke liye achi hoti hain
aur bure aadmi ke liye buri hoti hain...