Thursday, 15 November 2018

ghizza ko dawai ki tarah ( soch samajh kar, waqt per, safai suthrai aur mayaar ki rayat rakhte hoe)


ghizza ko dawai ki tarah ( soch samajh kar,
waqt per, safai suthrai aur mayaar ki rayat rakhte hoe)
khaain, warna dawai ko ghiza ki tarah khana parega

Sardi ka mosam aa chuka hai, barai mehrbani apni car ya sawari mai zyada na sahi porane


Sardi ka mosam aa chuka hai, barai mehrbani
apni car ya sawari mai zyada na sahi porane
sweater, jurabay yaa garam kapre zaroor
rakhein taa keh nazar aanay per aise mehroom aur
mustahiq bachon aur afraad ko de sakein jo
aap ki madad ke muhtaaj hain

Porane Log purjosh thay wo taaluqqat ko sambhalte thay, urdu quot, best urdu hikayat


Porane Log purjosh thay
wo taaluqqat ko sambhalte thay

phir log practical hogai
taaluqq se faida uthane lage

ab log professional hogai
faida ho to he taaluqq banate hain

Insaan RIZQ kamane ki khatir subha "Office Time" se pehle bedaar hojata hai, kaam ki bat, urdu quot, best urdu lines


Mehroom Insaan

Insaan RIZQ kamane ki khatir subha "Office Time" se pehle bedaar hojata hai
magar RIZQ ki khushnudi ke liye nemaz.e.fagar mai bedaar nahi ho sakta




Thursday, 18 October 2018

Chotay Chotay gunahon se bacho kyu keh chotay gunah hee bare gunahon ki taraf bolate hain, aj ki bat, best urdu lines


Chotay Chotay gunahon se bacho
kyu keh chotay gunah hee bare gunahon
ki taraf bolate hain


Saturday, 6 October 2018

baaz auqaat hame jin se shikayat ho jati hain, urdu hikayat, achi batain,


 baaz auqaat hame jin se shikayat ho jati hain wo
hum se bhi bare dukh mai guzar rahe hote hain
hame youn bhi sochna chahiye...


Monday, 10 September 2018

Agar "Mohabbat" unse na mile jin se Aap pyar karte hon to phir Mohabbat unko zaroor dena jo aap se pyar karte hain, urdu qouts, best urdu lines, urdu hikayat, achi bat,


Agar "Mohabbat" unse na mile jin se
Aap pyar karte hon to phir Mohabbat unko
zaroor dena jo aap se pyar karte hain