Aqwal-e-Zaren
Sunday, 2 June 2019
Aurat ki maharat faqat ye nahi keh wo acha khana paka lay bul keh uski, best urdu lines, urdu quotes, aj ki bat
Aurat ki maharat faqat ye nahi
keh wo acha khana paka lay bul keh us
ki asal maharat ye hai keh
aik acha bacha tarbiyat kare
aik acha insaan banana aurat ka
asal hunar hai
Tuesday, 14 May 2019
Duaon ka rang nahi hota magar jab ye rang laati hain zindagi mai rang bhar jate hain
Duaon ka rang nahi hota magar
jab ye rang laati hain
zindagi mai rang bhar jate hain
Zindagi har guzarte din ke sath batadreej khud ko behtar se behtar banane ka naam hai
Zindagi har guzarte din ke sath batadreej khud ko
behtar se behtar banane ka naam hai
aur
acha insaan wohi hai jo us amal mai
apni aur dosron ki madad karta hai
Agar aap ke andar ka insaan acha hojaiga to apki daarhi bhi achi lagegi aapki topi bhi achi lagegi aur aap ke chehre pe noor aiga
Agar aap ke andar ka insaan
acha hojaiga to apki
daarhi bhi achi lagegi
aapki topi bhi achi lagegi
aur aap ke chehre pe noor
aiga
Tuesday, 2 April 2019
Toba o astaghfaar ke samaraat, Gunahon ki bakhshish, urdu hikayat, urdu best lines, islamic lines
Toba o astaghfaar ke samaraat
1... Gunahon ki bakhshish
2... Allah ki mohabbat ka hasool
3... baraan.e.rehmat ka nazool
4... maal o aulaad ki sadatt
5... taqat o qouwat mai izafa
6... Achi aur khush aish zindagi
7... Azaab aur balaon se hifazat
Aik aurat ke sabar aur hosle ka tab pata chalta hai, urdu hikayaat, urdu best lines,
Aik aurat ke sabar aur hosle ka
tab pata chalta hai
jab wo apni aulaad ki khatir aise khawand ke sath
zindagi guzarti hai jo na uski izzat karta hai
aur naa uski zaroriaat ka khayal rakhta hai
aisi aurat sach mai azeem hoti hai
Behtareen hai wo khawind jis se shadi kar ke bivi itni he khush, urdu quotations,
Behtareen hai wo khawind jis se
shadi kar ke bivi itni he khush
rahe jitni usse shadi karne
se pehle khush rehti thi
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)