Monday, 7 June 2021
Thursday, 6 May 2021
Saturday, 10 April 2021
Har ksi ko har baat ka jawab dena zaroori nahi hota.. bohat c jagah par waqai Dil bara karna parta hai, best urdu aqwal, urdu hikayat, best urdu quotes
Har ksi ko har baat ka jawab dena zaroori
nahi hota.. bohat c jagah par waqai Dil
bara karna parta hai, Darguzar karna parta hai
Har koi nahi samjhta aap ko, aur har ksi
ko Aap samjha nahi sakte
Logon se yaad na karne ka shikwa mat kar Kyu Keh jo insaan apne rab ko bhool sakta hai Wo sab ko bhool sakta hai, by Hazrat Ali (R.A), Best urdu aqwal
Hazrat Ali (R.A)
Logon se yaad na karne ka shikwa mat kar
Kyu Keh jo insaan apne rab ko bhool sakta hai
Wo sab ko bhool sakta hai
Saturday, 13 March 2021
Zamanay ki gardish aur dino ki sakhti se, mai kabhi dil shikasta aur ranjeeda nahi hua.. magar ek baal zaroor malaal hua jab mere paaon mai jooti na thi aur naa khareedne ko jaib mai paisa tha, urdu hikayat by shaikh sadi
Joota aur Paon
Zamanay ki gardish aur dino ki sakhti se, mai kabhi dil shikasta
aur ranjeeda nahi hua.. magar ek baal zaroor malaal hua jab
mere paaon mai jooti na thi aur naa khareedne ko jaib mai
paisa tha...
Mai hairaan pareshan kofay ki jame masjid mai jaa nikla.. dekhta kya
hon keh aik shakhs ke paaon he nahi hain.. pas mai ne
apne paon ki salamti par Allah ka shukar ada kiya aur nange paon rehna
he ghaneemat samjha
Saturday, 20 February 2021
nadra 5 important facilities, NADRA ki 5 eham maloomat, Apna CNIC Card number se pehle "ATL" likhen uske bad space ( ) de kar 9966 par SMS karen apko pta chal jaiga keh ap TAX Filler hain ya NON TAX Filler hain, For checking FILER / NON FILER
5. Apna CNIC Card number se pehle "ATL" likhen uske bad space ( ) de kar 9966 par SMS karen apko pta chal jaiga keh ap TAX Filler hain ya NON TAX Filler hain
5. For checking FILER / NON FILERWrite ATL (space) your CNIC Number and send it to 9966
Subscribe to:
Posts (Atom)






