Saturday, 12 February 2022

Main pori zindagi 2 bando ko talaash karne pe bhi talaash na kar saka, urdu hikayat, best urdu lines, heart touching reality,

 


Main pori zindagi 2 bando ko talaash karne pe bhi talaash na kar saka
Aik wo jis ne ALLAH ke naam pe diya ho aur ghareeb hogaya ho
Dosra wo jis ne zulm kiya ho aur ALLAH ki pakkar se bach gaya ho


Wednesday, 12 January 2022

Jab saya qad se bara aur batein Auqaat se bari hone lag jain tu Samajh jaain, best urdu quotation, urdu hikayaat,

 


Jab saya qad se bara aur batein
Auqaat se bari hone lag jain tu
Samajh jaain
Keh sooraj ghroob hone wala hai..!!


Saturday, 6 November 2021

Aqalmand aur be-waqoof dono mein aib zaroor hota hai, best urdu qoutation by shaikh saadi, aj ki baat, best hikayat, aqwaal

 


Aqalmand aur be-waqoof dono
mein aib zaroor hota hai

Aqalmand apna aib khud
dekhata hai jab keh be-waqoof ka
aib saari dunya dekhti hai


Monday, 11 October 2021

Apna Khayal bhi ehem hai laiken Sab se ehem khayal is ka hai, urdu hikayat, aqawal, best urdu aqwal, urdu quotations,

 


Apna Khayal bhi ehem hai laiken
Sab se ehem khayal is ka hai
Jisne tujhe sahb-e-khayal banaya...


Sunday, 5 September 2021

Shekayat Moat se nahi, Apno se thi Zara c aankh kya lagi, Wo qabar khodne lage, best urdu hikayat, urdu quot, best urdu lines,

 


Shekayat Moat se nahi, Apno se thi
Zara c aankh kya lagi, Wo qabar khodne lage

Sunday, 1 August 2021

MAA BAAP Maa Baap ki takleef ko nazar andaaz mat kijiye, urud hikayat, aqwal-e-zareen, best urdu line, maa baap husn e saluk,

 


MAA BAAP
Maa  Baap ki takleef ko nazar andaaz mat kijiye
Ye jab bicharr jate hain tu resham ke takiye 
par bhi neend nahi aati


Thursday, 22 July 2021

Agar chay insaan ko muqaddar se zyada rizq nahi milta Lekin, urdu hikayat, best urdu lines, hikayat by shaikh saadi, urdu quotations

 


Agar chay insaan ko muqaddar se zyada rizq nahi milta
Lekin
Rizq ki talaash mein susti nahi karni chahiye


(Shaikh Saadi)