Saturday 25 January 2014

Kehte hain tanhai Aas Pas ke logon ki gher mojudgi ka naam nahi, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Kehte hain tanhai Aas Pas ke logon ki gher mojudgi ka naam nahi,
Hamare Aas Pas mojud insano mai hamari gher dilchaspi
Hmae Tanha karti hai

Insaan ki pehchan acha libas nahi bul keh, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Insaan ki pehchan acha libas nahi
bul keh
Acha ikhlaq or uska Iman hai

Chota sa Pegham, Subha subha or koi neki ka kam na kar sako to Maa Baap ke chehray ki taraf mohabbat se dekh liya karo, Urdu Hikayat, Image Quotations


::Chota sa Pegham::
Subha subha or koi neki ka kam na kar sako to
Maa Baap ke chehray ki taraf mohabbat se dekh liya karo
Sattar (70) Maqbool Hajj ka sawab milta hai

Jo shakhs rookhi sookhi kha kar bhi mutmain rehta hai Wo sab se zyada dolat mand hai, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Jo shakhs rookhi sookhi kha kar bhi mutmain rehta hai
Wo sab se zyada dolat mand hai,
Kun k (Itmenaan) fitrat ki sab se bari dolat hai

Parenday apne paon or insan apni zuban ki wajah se Jaal mai phansta hai, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Parenday apne paon or insan apni zuban ki wajah se
Jaal mai phansta hai..
Guftagu mai narmi peda karo kun k lehje ka asar
Alfaaz se zyada hota hai..

Hamesha yehi soch rakho keh, Mujhe mere ALLAH ne bohat kuch diya hai, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Hamesha yehi soch rakho keh
"Mujhe mere ALLAH ne bohat kuch diya hai
Agar mujhe mere aamaal ke mutabiq milta
to mere pas kuch bhi na hota.."

Saturday 18 January 2014

Insan ki Fitrat hai wo kisi bhi cheez ki do baar qadar karta hai, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Insan ki Fitrat hai
wo kisi bhi cheez ki do baar qadar karta hai
1. Milne se pehle
2. Kho dene ke bad..

Insan ka nuqsan maal or Jan ka chala jana nahi Bal Keh, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Insan ka nuqsan maal or Jan ka chala jana nahi 
Bal Keh
Insan ka sab se bara nuqsan kisi ki nazar mai gir jana hai

Kamzor Kabhi mavf nahi karta, Mavf karna sirf taqatwar ki sifat hai, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Kamzor Kabhi mavf nahi karta,
Mavf karna sirf taqatwar ki sifat hai

Apne rab ko mat btao keh tumhari mushkil kitni bari hai, Apni Mushkil ko btao keh, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Apne rab ko mat btao keh tumhari mushkil kitni bari hai
Apni Mushkil ko btao keh
Tumhara Rab kitna bara hai

Aik dosre ki bat ko bardasht karna zindagi ke safar ko asan bana deta hai, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Aik dosre ki bat ko bardasht karna zindagi ke safar ko
asan bana deta hai.
Agar aik gusse mai ajai to
dosre ko apna rawayya naram karlena chahiye,
isse  bat mazeed nahi barhti

Insaniyat aik bohat bara Khazana hai isko libas mai nahi, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Insaniyat aik bohat bara Khazana hai
isko libas mai nahi,
Insan mai talaash karo

Insan ki barbadi ka waqt tab shuru hota hai, Jab uske waledain uske gusse or narazgi ke khof se, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Insan ki barbadi ka waqt tab shuru hota hai
Jab uske waledain uske gusse or narazgi ke khof se
Apni zaroorat or naseehat karna chor dete hain


Apne Waledain ka ehteraam or unki Khidmat karo, Tumhe unki ehmiyat ka ehsas tab hoga, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Apne Waledain ka ehteraam or unki Khidmat karo..!
Tumhe unki ehmiyat ka ehsas tab hoga
Jab tum unki kursi ko khali paogay..!

"Allah sab ke waledain ko umer daraz naseeb farmai (Ameen)"

Insan ke andr khwahish ka peda hona ghalat nahi, iska belagam ho jana ghalat hai, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Insan ke andr khwahish ka peda hona ghalat nahi,
iska belagam ho jana ghalat hai..
Kyun k
Khwahishaat ki andhii pervi insan ke paas
 ye moqa nahi chorti k wo Akhirat ke liye Sarmaya kari kare..
Yehi wajah hai k
Quran Mai jaga jaga Jannat ko
Sabar ka badla Qarar diya gaya hai...

Agar tum apne takabbur ko torna chahte ho to, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Agar tum apne takabbur ko torna chahte ho to,
Kisi ghareeb ko or muflis ko SALAM kiya karo

Tuesday 14 January 2014

Hazrat Muhammad (S. a . wassalam) ne farmaya, Acha Sathi wo hai jise dekhna tumhe khuda ki yaad mai masroof karde


Hazrat Muhammad (S. a . wassalam) ne farmaya:

Acha Sathi wo hai jise dekhna tumhe khuda ki yaad mai masroof karde
Jiski guftagu tumhare Ilm mai ezafa kare
or
Jiska amal tumhe aakhirat ki yad dilai

Har nai cheez achi hoti hai magar Dost porana hee acha hota hai, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Har nai cheez achi hoti hai magar
Dost porana hee acha hota hai

Kisi Insan ka pehla pyar banna koi bari bat nahi, Banna hai tu kisi ka akhri pyar bano, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Kisi Insan ka pehla pyar banna koi bari bat nahi..
Banna hai tu kisi ka akhri pyar bano!
is liye ye mat socho k wo tmse pehle kisi or se pyar karta tha
Koshish ye karo k
tumhare baad usay kisi or ke pyar ki zarorat na pare..

Badlay ki khwahish ke bagher har kisi ke sath bhalai karo, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Badlay ki khwahish ke bagher har kisi ke sath bhalai karo,
Kyun k jo Phool Taqseem Karta hai Khushbu uske haton mai bhi reh jati hai


Kisi ko Ache amal se dilli khushi dena, Hazaar sajde karne se behter hai, Hazrat Shaikh Saadi (R.A), Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat


Kisi ko Ache amal se dilli khushi dena
Hazaar sajde karne se behter hai

Saturday 4 January 2014

Agar nemaz parhne se tum gunah or bure kam se baaz ajao tu, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Agar nemaz parhne se tum gunah 
or bure kam se baaz ajao 
tu
Samajh lo k 
tmhari nemaz qabool ho rahi hai..

Musibat ka muqabla sabar se karo, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Musibat ka muqabla sabar se karo
or
Nematon ki hifazat shukar se...!

Jab ankhon se sajde behne lagen tu, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat


Jab ankhon se sajde behne lagen
tu
Qabooliyat ke samandar main
zaroor halchal hoti hai

Jo dosron ke gham se laa talluq hai, Insan kehlanay ka mustahiq nahi, Hazrat Shaikh Saadi (R.A), Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat


Jo dosron ke gham se laa talluq hai
Insan kehlanay ka mustahiq nahi

Sab se zyada qabil nafrat wo shakhs hai jo, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Sab se zyada qabil nafrat wo shakhs hai
jo
Logon mai aeib talash karta hai

Jab koi insaan narazgi door karne mai pehel karta hai, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Jab koi insaan narazgi door karne mai
pehel karta hai
tu
iska hargiz ye matlab nahi k wo ghalat tha
bul k
iska matlab ye hai k
usko ana se zyada rishte azeez hain 

Toba qabool hone ki bari nishani ye hai k, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Toba qabool hone ki bari nishani ye hai
k
uske baad insan ka dil
gunah se hat jata hai

Azeem insan apne martabon ki wja se nahi pehchane gai, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Azeem insan apne martabon ki wja se nahi pehchane gai,
unka kirdar unhe azeem banata hai

Thokar se har cheez tootti hai, Sirf insan seekhta or banta hai, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Thokar se har cheez tootti hai
Sirf insan seekhta or banta hai

Agar Log tumse mutassir ho rahe hain tu Takabbur na karo, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Agar Log tumse mutassir ho rahe hain
tu
Takabbur na karo
Shukar ada karo apne RAB ka 
Jisne tumhare Aeib chupa kar tumhe Logon mai 
Moazziz bana rakha hai

Ghurbat insan ko apne he shehr mai aisa ajnabi bana deti hai k, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations



Ghurbat insan ko apne he shehr mai
aisa ajnabi bana deti hai k
Log pehchanne se he inkar kar dete hain

Jab ap urooj per hote hain tu apke doston ko pta chal jata hai k AP KON HAIN, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Jab ap urooj per hote hain tu apke doston ko pta chal jata hai
k
AP KON HAIN..
or
Jab ap zawal per hote hain tu apko pta chal jata hai
k
DOST KON HAI...

Rozana logon ka is dunya se rukhsat hote rehna, Zinda rehne walon ke liye bohat bari naseehat hai, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Rozana logon ka is dunya se rukhsat hote rehna
Zinda rehne walon ke liye bohat bari naseehat hai..

Ouncha darakht jitna ouncha hoga, iska saya utna he kam hoga, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Ouncha darakht jitna ouncha hoga,
iska saya utna he kam hoga,
isliye
Ouncha banne ke bajai bara banne ki koshish karo

Apni Soch ko pani ke qatron se bhi zyada shafaf rakho, Sunehri Haroof by Hazrat Ali (R.A), Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat


::Sunehri Haroof::
Apni Soch ko pani ke qatron se bhi zyada shafaf rakho
kyun k
Jis tarah qatron se darya banta hai
usii tarah sochon se imaan banta hai

Maauoos wo hota hai jo Allah per yaqeen nahi rakhta, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations, Islamic Quotations


Maauoos wo hota hai jo Allah per yaqeen nahi rakhta
or
Mehroom wo hota hai jo Allah ki nematon ka
Shukar ada karta...

Jinhen khawab dekhna acha lagta ha, unhe rat choti lagti hai, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat


Jinhen khawab dekhna acha lagta ha
unhe rat choti lagti hai
or
jinhen khawab pora karna acha lagta hai
unhen din chota lagta hai...