Saturday 7 July 2018

Kisi ko itna pyar do keh gunjaaish na choro, agr wo phir bhi tumhara na ban sake to usko chor do, sheikh saadi hikayat, urdu qout by sheikh saadi


:: Sheikh Saadi ne Farmaya ::


Kisi ko itna pyar do keh gunjaaish na choro,
agr wo phir bhi tumhara na ban sake to usko chor do
kyu keh wo mohabbat ka talabgaar he nahi hai
wo to zarorat ka pujaari hai.

Friday 6 July 2018

Mai ne aik naik shakhs ko darya kinaray dekha jisko aik cheetay ne zakhmi kardiya tha, aur uska zakham kisi dawa se, acha na hota tha, SHAIKH SAADI QOUTS, SHAIK SAADI ki hikayat


:: Shaikh Saadi farmatay hain ::

Mai ne aik naik shakhs ko darya kinaray dekha jisko
aik cheetay ne zakhmi kardiya tha, aur uska zakham kisi dawa se
acha na hota tha
aur wo aarsa daraaz se s talkeef mai mubtila tha
magar har waqt Allah ka shukar adaa karta tha
logo ne usse poucha keh shukar kis bat ka adaa karte ho??
us naik shakhs ne jawab diya sliye keh
MUSIBAT MAI MUBTILA HON,
NA KEH GUNAH MAI..