Wednesday 27 March 2019

Jab khuloos khatam hota hai to saadgi rukhsat ho jati hai, aqwaal, urdu hikayat, urdu best lines, achi batain


Jab khuloos khatam hota hai
to saadgi rukhsat ho jati hai

tab banawatt aur sajawatt janam leti hai
aur log takallofat mai parr jate hain
aur apne baatin ko pakeeza banane ke bajai
apne zahir ko sajane mai lag jate hain

Saturday 9 March 2019

Rizq sakhawat mai posheeda hai Log s ko mehnat mai talaash karte hain

Rizq sakhawat mai posheeda hai
Log s ko mehnat mai talaash karte hain

Takleef mai sajda karna aur phir takleef ko dunya walon se chupana Allah walon ki sift hai


Takleef mai sajda karna aur phir takleef ko
dunya walon se chupana
Allah walon ki sift hai