Thursday 23 January 2020

Qarz se aajiz shakhs ko Hazrat Ali (R.A) ka mashwara


Qarz se aajiz shakhs ko
Hazrat Ali (R.A) ka mashwara


Aik shakhs ne Hazrat Ali (R.A) ki khidmat mai aa kr arz ki mai 
aajiz hogaya hoon
meri kuch madad karein,
Aap (R.A) ne farmaya kya mai tumhe wo kalmaat na
sikha dun jo Hazrat Muhammad (S.A.W) ne mujh ko sikhai thay agar ser pahaar
ke barabar bhi tum per qarz hoga to Allah usko tumse ada kara dega

har maslay ke hal ki dua, for every type of problem dua




Aur yaqeen jano keh unqareeb tumhara parwardegar tumhe itna dega keh tum khush hojaoge.


Aur yaqeen jano keh unqareeb tumhara parwardegar tumhe
itna dega keh tum khush hojaoge.


Kisi bhi kisam ka Dard Ho, Every type of Pain Dua


Har kisam ke dard ke wastay dard ki jaga per hat rakh kr is ayat
ko 3 martaba parh kar dam krlein, InshaAllah bohat jald dara jata
rahega

Qarz ada hone ki dua, dua-e-qarz,




Bila shuba Allah jise chahe be-hisaab Rizq deta hai, Dua for Rizq-e-halal


Bila shuba Allah jise chahe be-hisaab Rizq deta hai

Wednesday 1 January 2020

Phir naya saal, naai subha, nai umeedein Aey Khuda kher ki khabron ke ujale rakhna


Phir naya saal, naai subha, nai umeedein
Aey Khuda kher ki khabron ke ujale rakhna


Parenday apne paaon aur insaan apni zuban ki waja se jaal mai phanste hain, aqwal-e-zareen, urdu best quotation,


Parenday apne paaon aur insaan apni zuban
ki waja se jaal mai phanste hain
Guftagu mai narmi ikhteyaar karo
Lehjon ka asar alfaaz se zyada hota hai