Tuesday 29 April 2014

Hanste Chehray ko dekh kar ye na sochna Keh isay koi Ghum nahi, Urdu Hikayat, Image Quotations


Hanste Chehray ko dekh kar ye na sochna
Keh isay koi Ghum nahi 


Bul ke ye samajhna keh
s mai ghum sehne ki kitni himmat hai

Sunday 27 April 2014

Kamzor insaan kabhi mavf nahi kar sakta Mavf karna mazboot logon ki sifft hoti hai, Urdu Hikayat, Image Quotations


"Kamzor insaan kabhi mavf nahi kar sakta
Mavf karna mazboot logon ki sifft hoti hai.."


Ache Logo ki neshani Khush kalami hai, Urdu Hikayat, Image Quotations


Ache Logo ki neshani
Khush kalami hai


Kitne dukh ki baat hoti hai keh Hum kisi par andhon ki tarah etimaad karen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Kitne dukh ki baat hoti hai keh
Hum kisi par andhon ki tarah etimaad karen


Or wo sabit karde keh
Hum waaqaii andhay hain..

Friday 25 April 2014

Zindagi mai insaan ko aik adat zaroor seekh leni chahiye, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Zindagi mai insaan ko aik adat zaroor seekh leni chahiye,
Jo cheez hat se nikal jai usay bhool jane ki..


Ye adar bohat see takleefon se bacha leti hai...

Wednesday 23 April 2014

Apni zaat ki khamiyon or khoobiyon par thori der ke liye, Urdu Hikayat, Image Quotations


Apni zaat ki khamiyon or khoobiyon par thori der ke liye
Tanhai mai beth kar rozana ghor karo


Sare nahi to kuch masail rozana he hal hone lagenge..

Tuesday 22 April 2014

Apni Betiyon se nafrat na karo Wo to dukh ki saathi hain or bohat qeemti hain, Urdu Hikayat, Image Quotations


Apni Betiyon se nafrat na karo
Wo to dukh ki saathi hain or bohat qeemti hain


Or jo un par apne beton ko bhi tarjeeh na den
to Allah unhe jannat mai dakhil karega (Masnd Ahmed)

Monday 21 April 2014

Bohat Piyare or bohat nayaab hote hain Wo jo aap ke peeth pechay, Urdu Hikayat, Image Quotations


Bohat Piyare or bohat nayaab hote hainWo jo aap ke peeth pechay


Ap ka diffaa karte hain
or apko Ilm bhi nahi hota

Sunday 20 April 2014

Zindagi mai kamyaabi bohat se Insaanon ki mushtirka kawishon ka nateeja hoti hai


Zindagi mai kamyaabi bohat se
Insaanon ki mushtirka kawishon ka nateeja hoti hai..


Takabbur ye hai keh
Insaan apni zaat ko uska wahid sabab samjhe

Nematein ahista ahista zematein tab banti hain, Jab insaan unki nashukri karta hai, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Nematein ahista ahista zematein tab banti hain
Jab insaan unki nashukri karta hai..


Inka istemaal theek tareeqay se nahi karta
Is mai se dosron ka haq ada nahi karta..

Insaan ki asal mout tab hoti hai Jab wo kisi ke dil se nikalta hai, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Insaan ki asal mout tab hoti hai
Jab wo kisi ke dil se nikalta hai


Waqt kabhi aik jesa nahi rehta, Har waqt guzar jata hai, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Waqt kabhi aik jesa nahi rehta,
Har waqt guzar jata hai,


Kamyaab waqt bhi,
or nakaam waqt bhi,

Kamyaab insan wo hai jo har tarah ke waqt mai,
Apni islaah ki koshish mai laga rahe..

Friday 18 April 2014

Agar apke pas dene ke liye kuch bhi nahi hai, to apne honton par sirf aik muskurahat hee saja lo, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Agar apke pas dene ke liye kuch bhi nahi hai
to apne honton par sirf aik muskurahat hee saja lo

Yaqeen rakho k apka ye tohfa har shay se qeemti hoga...

Chehre ajnabi hojain to insan ko itna farq nahi parta, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Chehre ajnabi hojain to
insan ko itna farq nahi parta

Lekin jab lehjay ajnabi hojain
Tab bohat takleef dete hain...





Tuesday 15 April 2014

Apni Zuban ko kisi ke aeibon se aaluda na karo kyun keh, Urdu Hikayat, Image Quotations


Apni Zuban ko kisi ke aeibon se aaluda na karo
kyun keh
Aeib tumhare bhi hain or zuban dosre logon ki bhi hai


Sunday 13 April 2014

Jab insan apni Waqa'at kho de to is ke liye, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations

Jab insan apni Waqa'at kho de
to is ke liye
Behtareen panah Khamoshi hai


Nadan ko jis taraf se bhi likhogay nadan he likha jaiga, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations

Nadan ko jis taraf se bhi likhogay nadan he likha jaiga
Chahay ulta likho ya seedha phir bhi nadan he banta hai

Q K

nadan to nadan he hota hai

Dunya ke har medaan mai Haar jeet hoti hai, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations


Dunya ke har medaan mai
Haar jeet hoti hai

Lekin

Ikhlaq mai kabhi haar or
Takabur mai kabhi jeet nahi hoti

Friday 11 April 2014

Apne qurabat daron ki kamzoriyan uchalne wale Dosron ki izzaton par batain banane wale, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations

Apne qurabat daron ki kamzoriyan uchalne wale
Dosron ki izzaton par batain banane wale

Khud ko khandani or dosron ko kamtar samjhne wale
Kabhi bhi "Izzat dar" nahi hote

Wo shakhs kamyaab nahi ho pata Jis mai nakaami ka khof, Aqwal-e-zareen, Urdu Qoutation


Wo shakhs kamyaab nahi ho pata
Jis mai nakaami ka khof
Kamyabi ki chahat se zyada ho


Wednesday 9 April 2014

Jisko apne dil mai ibadat gaah nahi milti, Aqwal-e-zareen, Urdu Qoutation

Jisko apne dil mai ibadat gaah nahi milti,
Isko kisi bhi ibadat gaah mai apna dil hazir nahi milta..


Tuesday 8 April 2014

Insaan ki taqat or basat sirf itni hai, Aqwal-e-zareen, Urdu Qoutation

Insaan ki taqat or basat sirf itni hai
keh wo saans lene par bhi ALLAH ki marzi ka muhtaaj hai


Agar insan ki zarorat aik baar he poori hojai, If a human wish completed in one time, Aqwal-e-zareen, Urdu Qoutation

Agar insan ki zarorat aik baar he poori hojai
To uski jaddojehed khatam hojati hai

If a human wish completed in one time
then its struggle will be end...



Gusse ke waqt bardasht ka aik lamha Apko hazar dafa sharminda hone se bacha sakta hai, in the time of anger, one moment of suffer, Aqwal-e-zareen, Urdu Qoutation

Gusse ke waqt bardasht ka aik lamha
Apko hazar dafa sharminda hone se bacha sakta hai


in the time of anger, one moment of suffer
saves you from 1000  Embarrassment

Friday 4 April 2014

Har wo shakhs jo resham ka libas pehnay Ameer nahi hota, Aqwal-e-zareen, Urdu Qoutation


Har wo shakhs jo resham ka libas pehnay
Ameer nahi hota
or
Har wo shakhs jo bagher bistar ke sojai
Faqeer nahi hota

Bohat se jism resham ke libas mai bhi haqeer hote hain
or bohat se faqeer bagher bister ke bhi ameer hote hain

Hawai jahaz jab bolandi per jata hai to Insaan ko neechay zameen per har cheez chotii nazar aat hai, Qoutation of the day, Aqwal-e-zareen


Hawai jahaz jab bolandi per jata hai to
Insaan ko neechay zameen per har cheez chotii nazar aat hai

isee tarah jis musalman ka iman jitna boland hota hai
Usay dunya ki cheezen, asainshen itni he choti or haqeer nazar ati hai..

Sab se bari qoowat Qoowat.e.Bardasht hai, Qoutation of the day, Aqwal-e-zareen


Sab se bari qoowat
Qoowat.e.Bardasht hai

Gunah se bachne ki 2 soortein hai, Qoutation of the day, Aqwal-e-zareen


Gunah se bachne ki 2 soortein hai

1. Dil mai Allah se mulaqat ka shoq ho..

2. Allah ke samney peshee ka khof ho...

inke bagher bachna mushkil hai

Baddi ka moqa hote howay, Baddi na karna bohat bari neki hai, Qoutation of the day, Aqwal-e-zareen, Urdu Qoutation


Baddi ka moqa hote howay,
Baddi na karna bohat bari neki hai...

Wednesday 2 April 2014

Taqatwar ka nuqsan na kijiyeay Wo apki duniya ko khatre mai daal dega, Qoutation of the day, Aqwal-e-zareen, Urdu Qoutation


Taqatwar ka nuqsan na kijiyeay
Wo apki duniya ko khatre mai daal dega

Kamzor ka nuqsan na kijiyeay
Wo apki aakhirat ko khatray mai daal dega