Saturday 10 April 2021

Har ksi ko har baat ka jawab dena zaroori nahi hota.. bohat c jagah par waqai Dil bara karna parta hai, best urdu aqwal, urdu hikayat, best urdu quotes

 


Har ksi ko har baat ka jawab dena zaroori
nahi hota.. bohat c jagah par waqai Dil
bara karna parta hai, Darguzar karna parta hai
Har koi nahi samjhta aap ko, aur har ksi
ko Aap samjha nahi sakte

Logon se yaad na karne ka shikwa mat kar Kyu Keh jo insaan apne rab ko bhool sakta hai Wo sab ko bhool sakta hai, by Hazrat Ali (R.A), Best urdu aqwal

 


Hazrat Ali (R.A)


Logon se yaad na karne ka shikwa mat kar
Kyu Keh jo insaan apne rab ko bhool sakta hai
Wo sab ko bhool sakta hai