Tuesday 14 May 2019

Duaon ka rang nahi hota magar jab ye rang laati hain zindagi mai rang bhar jate hain

Duaon ka rang nahi hota magar
jab ye rang laati hain
zindagi mai rang bhar jate hain

Zindagi har guzarte din ke sath batadreej khud ko behtar se behtar banane ka naam hai


Zindagi har guzarte din ke sath batadreej khud ko
behtar se behtar banane ka naam hai

aur
acha insaan wohi hai jo us amal mai
apni aur dosron ki madad karta hai

Agar aap ke andar ka insaan acha hojaiga to apki daarhi bhi achi lagegi aapki topi bhi achi lagegi aur aap ke chehre pe noor aiga


Agar aap ke andar ka insaan
acha hojaiga to apki
daarhi bhi achi lagegi
aapki topi bhi achi lagegi
aur aap ke chehre pe noor
aiga