Saturday 28 March 2015

Hum dosron ko unke kirdaar per nahi, apni "zaroorat" ke mayyaar per paralhtay hain, issii, quotation of the day


Hum dosron ko unke kirdaar per nahi, apni
"zaroorat" ke mayyaar per paralhtay hain, issi
liye zaroorat badal jane per, rawayye bhi badal
jate hain..


Sunday 22 March 2015

Jab koi Aazmaish shooru hoti hai to us waqt tak khatam nahi hoti hai jab tak us sabaq ko seekha na jai, jo us mai posheedah hai, aj ki bat


Jab koi
Aazmaish shooru hoti hai
to us waqt tak khatam nahi
hoti hai jab tak us sabaq
ko seekha na jai, jo us
mai posheedah hai


Friday 13 March 2015

issay barh kar tum apne dost ko apni dosti se kese aaq karoge keh wo gunah ke raste per chal raha hai, aj ki bat


issay barh kar tum apne dost ko apni dosti se
kese aaq karoge keh wo gunah ke raste per chal raha hai
or tum usay apni zuban se bhi nahi rok rahe..


Wednesday 11 March 2015

Qanoon andha hota hai, Lekin perfume or paseenay ki buu mai farq kar leta hai tabhi perfume wale ko insaaf miljata hai, aj ki bat


Qanoon andha hota hai, Lekin
perfume or paseenay ki buu mai
farq kar leta hai tabhi perfume
wale ko insaaf miljata hai
jab keh paseena wala intezar he
karta hai


Friday 6 March 2015

Jin ke ikhlaaq omda hain unki sohbat talash karo. Lazim nahi jiske ird gird log jama hon wo Allah ka dost, urdu hikayat


Jin ke ikhlaaq omda hain unki sohbat talash karo. Lazim
nahi jiske ird gird log jama hon wo Allah ka dost
bhi ho, madari bhi to log jama kar lete hain.


Monday 2 March 2015

"ZAMEER" Sarak per lage us maloomaati sign Board ki tarah hai, Jo raasta or sahi simt to btata hai magar, urdu hikayat, aj ki bat


"ZAMEER"
Sarak per lage us maloomaati sign Board ki tarah hai,
Jo raasta or sahi simt to btata hai magar
us per chalne ke liye majboor nahi karta