Sunday 27 July 2014

Roza aise rakho jese zindagi ke gunah aik he roze mai khatam hojain, Urdu Hikayat, aj ki bat


Roza aise rakho jese zindagi ke gunah
aik he roze mai khatam hojain..


Samajhdaar log behes nahi karte kyun keh wo jante hain keh siwae apas mai ranjj peda, Urdu hikayat, urdu quotations,


Samajhdaar log behes nahi karte kyun keh
wo jante hain keh siwae apas mai ranjj peda

hone ke s se mofeed nateeja
baraamad nahi hua karta


"Jo log zindagi ko aik Muqadas fareeza samajh kar sarf karte hai wo kabhi nakaam nahi hote", Image quotations, Urdu hikayat, aqwala-e-zarri, aj ki bat


"Jo log zindagi ko aik
Muqadas fareeza samajh kar sarf karte hai
wo kabhi nakaam nahi hote"


Neyk insan ke dilon mai bhi bure Khayalat aatay hain magar, Urdu Hikayat, Urdu qoutation


Neyk insan ke dilon mai bhi bure
Khayalat aatay hain magar

Wo yun hee chale jate hain
Koi dhabba or daagh dil par nahi laga jate


Friday 18 July 2014

Agar kisi ko apna hm khayal banana chahte ho to pehle usko mutmain kardo keh tum uske sache dost ho, Urdu Hikayat, Quotation of the day


Agar kisi ko apna
hm khayal banana chahte ho
to pehle usko mutmain kardo keh
tum uske sache dost ho..


Wednesday 16 July 2014

Jab insaan ki mehnat ghalat hojai to yaqeen kamzor hojata hai, Urdu hikayat, aqwal e zareen, quotation of the day


Jab insaan ki mehnat ghalat hojai
to yaqeen kamzor hojata hai

or jab yaqeen kharab hojai
to amaal kharab hojate hain,
Amaal kharab hojain to insaan
nakami ke raste ko ikhteyar kar leta hai


Tuesday 15 July 2014

Jo Takleef tum khud bardasht nahi kar sakte wo kisi dosre ko bhi na do, Urdu Hikayat, aqwal-e-zarren


Jo Takleef tum khud bardasht nahi kar sakte
wo kisi dosre ko bhi na do..


Saturday 12 July 2014

Jo Takleef tum khud bardasht nahi kar sakte wo kisi dosre ko bhi na do, Urdu Hikayat, Aqwal-e-zareen,


Jo Takleef tum khud bardasht nahi kar sakte
wo kisi dosre ko bhi na do


Lambi Omeedon se door raha karo Kyun keh wo tumhare pas mojood nematon ko haqeer bana deti hain, Urdu Hikayat, Aqwal-e-zareen,


Lambi Omeedon se door raha karo
Kyun keh wo tumhare pas mojood nematon ko haqeer bana deti hain


Thursday 10 July 2014

Rishton ki Rassi Kamzor tab hoti hai jab insan Ghalat Fehmi mai, Urdu Hikayat, Aqwal-e-zareen,


Rishton ki Rassi
Kamzor tab hoti hai jab insan Ghalat Fehmi mai
Peda hone wale sawalon ke jawab bhi khud bna leta hai


Saturday 5 July 2014

Baa-adab shaagird he Ilm se poora poora Mustafeed hota hai, Urdu Hikayat, Aqwal-e-zareen,


Baa-adab shaagird he
Ilm se poora poora
Mustafeed hota hai


Friday 4 July 2014

Tuhmat rah mai pare is kante ki manand hoti hai jo chubhte hoe, Aqwal-e-zareen, best qoutation


Tuhmat rah mai pare is kante ki manand hoti hai jo chubhte hoe
ye nahi dekhta keh paon naik raahgeer ka hai ya badd ka