Aqwal-e-Zaren
Showing posts with label
Hazrat Ali (R.A) Quotations
.
Show all posts
Showing posts with label
Hazrat Ali (R.A) Quotations
.
Show all posts
Saturday, 10 April 2021
Logon se yaad na karne ka shikwa mat kar Kyu Keh jo insaan apne rab ko bhool sakta hai Wo sab ko bhool sakta hai, by Hazrat Ali (R.A), Best urdu aqwal
Hazrat Ali (R.A)
Logon se yaad na karne ka shikwa mat kar
Kyu Keh jo insaan apne rab ko bhool sakta hai
Wo sab ko bhool sakta hai
Sunday, 5 July 2020
Maavfi Mangna Ye zahir nahi karta ke Aap ghalat aur dosra sahi hai, Hazrat Ali Quotations, Urdu Hikayat, Best urdu Lines, achi batain, Urdu Qoutations,
Maavfi Mangna?
Ye zahir nahi karta ke Aap ghalat aur dosra sahi hai
Bal keh ye zahir karta hai ke Aap ke rishte ki ehmiat
Aap ki aana se barh kar hai
(
Hazrat Ali R.A
)
Monday, 20 April 2015
Zindagi mai agar bura waqt na aata to apno mai chupay ghair or ghairon mai chupay apne kabhi zahir na hote, Aj ki baat
Hazrat Ali (R.A)
Zindagi mai agar bura waqt na aata to apno mai chupay ghair
or ghairon mai chupay apne kabhi zahir na hote...
Saturday, 15 November 2014
Zindagi ke har mor per sulah karna seekho kuyn Keh jhukta wohi hai Jis mai Jaan hoti hai, Aj ki baat
Hazrat Ali (R.A)
Zindagi ke har mor per sulah karna seekho
kuyn Keh jhukta wohi hai
Jis mai Jaan hoti hai
Akarna to murday ki pehchan hoti hai..
Friday, 6 June 2014
Hazrat Ali (R.A) se poucha gaya, Keh Insan bura kab banta hai? Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations
Hazrat Ali (R.A) se poucha gaya:
Keh Insan bura kab banta hai?
Ap (R.A) ne Farmaya:
Jab wo apne apko dosron se acha samajhne lage.
Saturday, 4 January 2014
Apni Soch ko pani ke qatron se bhi zyada shafaf rakho, Sunehri Haroof by Hazrat Ali (R.A), Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat
::Sunehri Haroof::
Apni Soch ko pani ke qatron se bhi zyada shafaf rakho
kyun k
Jis tarah qatron se darya banta hai
usii tarah sochon se imaan banta hai
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)