Aqwal-e-Zaren
Monday 31 March 2014
Nakaami ye nahi keh Ap girjain, Bul keh Nakaami ye hai keh, Qoutation of the day, Aqwal-e-zareen, Urdu Qoutation
Nakaami ye nahi keh
Ap girjain
Bul keh
Nakaami ye hai keh
Ap dobara uthne se
Inkar karden
Maa baap dunya mai sab se bari nemat hain, Maa na ho to dil ko Dilasa dene wala koi nahi hota, Qoutation of the day, Aqwal-e-zareen
Maa baap dunya mai sab se bari nemat hain
Maa na ho to dil ko
Dilasa dene wala koi nahi hota
Or agar baap na ho to
Zindagi ki dor mai acha mashwara dene wala
Koi nahi hota
Aik sacha chahne wala Ap se har mozu pe bat karta hai, Qoutation of the day, Aqwal-e-zareen
Aik sacha chahne wala
Ap se har mozu pe bat karta hai
Jab keh
Aik dhoka dene wala
Sirf Apki tareef karta hai
Ap logon ke liye Tab tak khaas hain, Qoutation of the day, Aqwal-e-zareen
Ap logon ke liye
Tab tak khaas hain,
Jab tak unhein apka
Mutabadil na miljai..
Reham dili aik aesi zuban hai Jise behra sn sakta hai, Qoutation of the day, Aqwal-e-zareen
Reham dili aik aesi zuban hai
Jise behra sn sakta hai,
Or aik aesi cheez hai
Jise andha dekh sakta hai
Sunday 30 March 2014
Naik amal wo hai, Jo logon ki tareef ki towaqa se, Urdu Qoutations
Naik amal wo hai..
Jo logon ki tareef ki towaqa se
be-niyaaz ho kar kiya jai..
Aksar aoqaat sach karwa nahi hota, Sach bolne ka andaaz karwa hota hai, Qoutation of the day, Aqwal-e-zareen
Aksar aoqaat sach karwa nahi hota,
Sach bolne ka andaaz karwa hota hai
Hum sach bolne ke sath sath dar asal
Dosre ko zaleel kar rahe hote hain
Or towaqa rakhte hain keh hamari zaleel karne
ki harkat ko sirf sach samjha jai..
Thursday 27 March 2014
CHhota zehen wo hai jo Thora bara sochne ke qabil hote he,
CHhota zehen wo hai jo
Thora bara sochne ke qabil hote he,
Dosron ko chhota samajhne lagta hai
Monday 24 March 2014
Kya hum iss dunya ko Aish o aram ki jaga tasawor kar sakte hain, Urdu Qoutations
Kya hum iss dunya ko
Aish o aram ki jaga
tasawor kar sakte hain
jab keh
iss ka peecha aik yaqeeni mout kar rahi ho
Gunah karne ke bad hansna ghazab e illahi ko dawat dena hai, Islamic Quotation
Gunah karne ke bad hansna ghazab e illahi ko
dawat dena hai
Insan jab apne kam mai tajrube kaar ho jata hai to uske retirement ka waqt aa jata hai, Qoutation of the day
Insan jab apne kam mai tajrube kaar ho jata hai
to uske retirement ka waqt aa jata hai
or
Jab zindagi ki samajh aa jati hai
to uske jane ka waqt ho jata hai
Friday 21 March 2014
Jab Khaloos khatam hota hai to saadgi rukhsat hojati hai, Urdu Qoutations
Jab Khaloos khatam hota hai
to saadgi rukhsat hojati hai
Tab banawat or sajawat janam leti hai
or log takallofat mai par jate hain
or apne batin ko pakeeza banane ke bajai
apne zahir ko sajane mai lag jate hain...
Imam Ghazali (Rehmatullah) ne farmaya, Sab insan murda hain, zinda wo hai jo ilm wale hain, Sab ilm wale soe hoe hain, bedar wo hain jo amal wale hain
Imam Ghazali (Rehmatullah) ne farmaya:
Sab insan murda hain, zinda wo hai jo ilm wale hain,
Sab ilm wale soe hoe hain, bedar wo hain jo amal wale hain
Tamam amal wale ghate mai hain, faide mai wo hai
jo ikhlas wale hain...
Sab ikhlaas wale khatre mai hain,
Kamyaab wo hain jo takabur se pak hain...
Jab bhi ap kisi ghareeb ko kich den to ye na sochen k ap iski dunya sanwar rahe hain, Qoutation of the day
Jab bhi ap kisi ghareeb ko kich den to ye na sochen
k
ap iski dunya sanwar rahe hain
bul keh
ye sochen keh wo ghareeb apki aakhirat sanwaar raha hai
Gunah zeher ki manand hain, Jo kam hon ya zyada har soorat mai, Urdu Qoutations
Gunah zeher ki manand hain,
Jo kam hon ya zyada har soorat mai
Nuqsan deh hain
Mohabbat apni marzi se khulay pinjray mai totay ki tarah bethay rehne ki salahiyat hai, Best Quotation, Urdu Quotation
Mohabbat apni marzi se khulay pinjray mai
totay ki tarah bethay rehne ki salahiyat hai
Thora sa jhuk jana kisi rishte ko, hamesha ke liye torr dene se behtar hai, Best Quotation, Urdu Quotation
Thora sa jhuk jana kisi rishte ko,
hamesha ke liye torr dene se behtar hai..
Tuesday 18 March 2014
Koi insan kisi se mohabbat kare tu us per ehsan karta hai or sab se bara ehsan ye hai keh, Qoutation of the day
Koi insan kisi se mohabbat kare tu us per ehsan karta hai
or sab se bara ehsan ye hai keh
Aap kisi ki islaah karen
or usay jahanum se bacha kar jannat ka rasta dikha den..
Sunday 16 March 2014
Naik Aadmi jab Ilm seekhta hai tu inkesari se jhuk jata hai, Best Quotation, Urdu Quotation
Naik Aadmi jab Ilm seekhta hai tu
inkesari se jhuk jata hai
or
bad fitrat jab ilm seekhta hai tu
takabbur se akarr jata hai
Tuesday 11 March 2014
Shafqat Aik aisi zuban hai Jise behray sn sakte hain, Best Quotation, Urdu Quotation
Shafqat
Aik aisi zuban hai
Jise behray sn sakte hain
or
andhay dekh sakte hain
Wednesday 5 March 2014
Sabar Insan ko andar se Mazboot Karta hai, Urdu Qoutations
Sabar Insan ko andar se
Mazboot Karta hai
Haram Luqmay se bacho Duain Inshallah Qabool hongi, Qoutation of the day
Haram Luqmay se bacho
Duain Inshallah Qabool hongi
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)