Saturday 13 March 2021

Zamanay ki gardish aur dino ki sakhti se, mai kabhi dil shikasta aur ranjeeda nahi hua.. magar ek baal zaroor malaal hua jab mere paaon mai jooti na thi aur naa khareedne ko jaib mai paisa tha, urdu hikayat by shaikh sadi

 


Joota aur Paon

Zamanay ki gardish aur dino ki sakhti se, mai kabhi dil shikasta
aur ranjeeda nahi hua.. magar ek baal zaroor malaal hua jab
mere paaon mai jooti na thi aur naa khareedne ko jaib mai
paisa tha...


Mai hairaan pareshan kofay ki jame masjid mai jaa nikla.. dekhta kya
hon keh aik shakhs ke paaon he nahi hain.. pas mai ne
apne paon ki salamti par Allah ka shukar ada kiya aur nange paon rehna

he ghaneemat samjha