Saturday 31 December 2016

Jab taleem ka bunyaadi maqsad naukri ka hasool ho to maashray mai naukar he peda hote hain rehnuma nahi..!!!, aj ki bat, hikayat,


Jab taleem ka bunyaadi maqsad naukri ka hasool ho
to maashray mai naukar he peda hote hain
rehnuma nahi..!!!


Saturday 17 December 2016

Khushbu lagana achi baat hai lekin ikhlaaq aur, applied perfume should be good but, urdu hiakayt, aj ki achi baat, best qoutations


Khushbu lagana achi baat hai lekin ikhlaaq aur
Kirdaar bhi khushbudaar hone chahiyein


applied perfume should be good but
first your character should also be perfumed 

Monday 5 December 2016

Every Next Level of your life will demand a different you.., english best lines


Every Next Level of
your life will demand
a different you..


Make your parents proud your enemies jealous and yourself Happy, english best lines,


Make your parents proud
your enemies jealous
and yourself Happy


Being Honest may not get you a lot of friends But it will always get you the right ones...


Being Honest may not get
you a lot of friends
But it will always get
you the right ones...


I didn't change, I just see things differently now.., english quotation


I didn't change,
I just see things
differently now..


Don't give up, The beginning is Always the Hardest., english poetry,


Don't give up,
The beginning is
Always the Hardest..


Dont Fear Failure, Fear Being in the exact Same Place next year as you are today..., english poetry,


Dont Fear Failure,
Fear Being in the exact
Same Place next year
as you are today...


Don't Sacrifice your time For People who wouldn't Do the same for you, English quotations,


Don't Sacrifice your time
For People who wouldn't
Do the same for you


Tujhe teri auqat ka us din pta chalega.. aey insaan.. jab log tujh pe matti daal kar hat bhi tujh pe jhareingay..., urdu hikayat, aqwal-e-zareen,


Tujhe teri auqat ka us din pta chalega..
aey insaan..
jab log tujh pe matti daal kar hat bhi tujh pe
jhareingay...


Zameer marta hai ehsas ki khamoshi se ye wo wafaat hai jiski khabar nahi hoti.., urdu hikayat,


Zameer marta hai ehsas ki khamoshi se
ye wo wafaat hai jiski khabar nahi hoti..


Jang Larna he parti hai apne zor-e-bazu per Zindagi ke medaan mai muajizay nahi hote.., aaj ki bat, achi bat, urdu hikayat, aqwal-e-zareen


Jang Larna he parti hai
apne zor-e-bazu per
Zindagi ke medaan mai
muajizay nahi hote..


Saturday 12 November 2016

Kisi ke ansu ko zameen per girne se pehle apne daman mai jazb karlo, yehi insaaniyat ka meraaj hai..., urdu hikayat, achi bat


Kisi ke ansu ko zameen per girne se pehle
apne daman mai jazb karlo, yehi
insaaniyat ka meraaj hai...


Sunday 9 October 2016

Banda jitni bari neki karne ka irada karta hai shetaan utni he bari rukawat khari karta hai


Banda jitni bari neki karne ka irada karta hai
shetaan utni he bari rukawat khari karta hai


Sunday 25 September 2016

Obstacles don't have to stop you. If you run into a wall, don't turn around and give up. Figure out how to climb it, by Michael Jordan


Obstacles don't have to stop you.
If you run into a wall, don't turn around and give up.
Figure out how to climb it,
Go through it, or work around it.
                                BY: Michael Jordan 


Friday 9 September 2016

Padosi ke bachon ke bhook aur faqay se anjaan rehna aur uski bivi aur beti ki harkaton se waqif rehna, hamare maashray ka pasandeeda mashghala hai


Padosi ke bachon ke bhook aur faqay se anjaan rehna
aur uski bivi aur beti ki harkaton se waqif
rehna, hamare maashray ka pasandeeda mashghala hai


Rishtay Kabhi qudrati maut nahi marte unko hamesha insaan he qatal karta hai Kabhi nafrat se, kabhi nazar andazzi se aur kabhi ghalat fehmi se


Rishtay
Kabhi qudrati maut nahi marte
unko hamesha insaan he qatal karta hai
Kabhi nafrat se, kabhi nazar andazzi se
aur kabhi ghalat fehmi se


Insaan jab munaafiqat ki seerhiyan charna shuru kar deta hai jo usay jhoot ki adat hojati hai, urdu hikayat


Insaan jab munaafiqat ki seerhiyan charna
shuru kar deta hai jo usay jhoot
ki adat hojati hai



agar insaan apni ungliyon ka istemaal apni he ghaltiyon ko ginne ke liye kare, to dosron pe ungli uthane ka waqt he naa miley, aj ki baat


agar insaan apni ungliyon ka istemaal
apni he ghaltiyon ko ginne ke liye kare,
to dosron pe ungli
uthane ka waqt he naa miley


Saturday 16 July 2016

Aamaal bagheir ikhlaas ke aise he hain jese.. bagheir address ke likha gaya khat jo keh apni matlooba manzil tak nahi pohanch sakta..


Aamaal bagheir ikhlaas ke aise he hain
jese.. bagheir address ke likha gaya khat
jo keh apni matlooba manzil tak nahi pohanch sakta..


Achi kahani wo hoti hai jo tumhe ye mehsoos karai keh s ke kirdaar tum bhi ho sakte ho, aj ki bat


Achi kahani wo hoti hai jo tumhe ye
mehsoos karai keh s ke kirdaar
tum bhi ho sakte ho


Ek cheez jo insan ko thaka deti hai wo hai ehsas ki talab jo rishton mai na mile, aj ki bat, achi batain, aqwale-ezareen


Ek cheez jo insan ko thaka deti hai
wo hai ehsas ki talab
jo rishton mai na mile to insan gheron mai talash karne lag jata hai
aur
aakhir kar apna sab kuch ganwa bethta hai


Ap ke chote apke naqsh-e-qadam per chalenge Nasihat per nahi kyu keh amal ka asar zyada gehra hota hai, aaj ki bat


Ap ke chote apke naqsh-e-qadam per chalenge
Nasihat per nahi kyu keh amal ka asar zyada gehra hota hai


Sunday 5 June 2016

Hum nafraton ke s qadar aadi ho chuke hain keh mohabatain bantnay wale ko bhi shak ki nigah se dekhtay hain, aaj ki bat, urdu hikayat


Hum nafraton ke s qadar aadi ho chuke hain kehmohabatain bantnay wale ko bhi shak kinigah se dekhtay hain


Thursday 26 May 2016

Aik Acha talluq hawa ki tarah hota hai Jo khamosh hota hai magar Hamesha apke paas rehta Hai, aj ki bat, aqwal-e-zaree, urdu hikayat


Aik Acha talluq hawa ki tarah
hota hai
Jo khamosh hota hai magar
Hamesha apke paas rehta
Hai


Log Badalte nahi hain bus Aksar unki zindagi main Aap se behtar koi aa jata hai, urdu hikayat, aj ki bat


Log Badalte nahi hain bus
Aksar unki zindagi main
Aap se behtar koi aa jata hai


Tuesday 3 May 2016

Dekhi Jaigii, Ye insan bhi kitna siyana hai jo Gari tak pohanchne se pehle remote se darwaza khol leta hai, sardiyan aanay se qabal garam kapron ka bandobast kar leta hai,


Dekhi Jaigii.. !!!
Ye insan bhi kitna siyana hai jo Gari tak pohanchne se pehle
remote se darwaza khol leta hai, sardiyan aanay se qabal garam kapron
ka bandobast kar leta hai,
raat ko ghar anay se qabal nashta ke liye anday double roti le ata hai,
bache ki pedaish se pehle kapre tayar kar leta hai, aftari ke liye, asar se he
chezein jama karna shuru kar deta hai,
barish mai nikalne se pehle chatri le leta hai,
lambe safar per rawana hote waqt gari ki hawa, pani aur petrol
check karleta hai,
andhere mai nikalne se pehle torch thaam leta hai
magr magr

QABAR MAI UTARNE SE PEHLE KOI
TAYARI NAHI KARTA
KEHTA HAI : DEKHA JAIGA..!!1

Sunday 10 April 2016

Degree to mehez taaleemi aakhrajaat ki raseed hoti hai Ilm to insaan ki guftagu aur amal se zahir hota hai, aj ki bat, best urdu line,


Degree to mehez taaleemi aakhrajaat ki raseed hoti hai
Ilm to insaan ki guftagu aur amal se zahir hota hai


Insaan ke ansu us waqt muqaddas hote hain jab wo kisi aur ki takleef mehsoos kar ke nikalte hain, aj ki bat, nice words,


Insaan ke ansu us waqt
muqaddas hote hain
jab
wo kisi aur ki takleef
mehsoos kar ke nikalte hain


Saturday 12 March 2016

Agar khush ho to aahista se hansa karo ta keh ghum na jaag jai aur agr ghamgeen ho to aahista roya karo ta keh Anay wali khushi kahin naa omeedi mai na badal jai, urdu hikaya, achi bat, aaj ki bat


Agar khush ho to aahista se hansa karo
ta keh ghum na jaag jai aur agr
ghamgeen ho to aahista roya karo ta keh
Anay wali khushi kahin naa omeedi
mai na badal jai.....


Missaal dene se behtar hai keh Missaal ban kar dekhao kyu keh Missaal dena aasan hai Missaal banna dushwaar hai, urdu hikayat, aj ki bat, achi batain


Missaal dene se behtar hai keh
Missaal ban kar dekhao kyu keh
Missaal dena aasan hai
Missaal banna dushwaar hai


Saturday 5 March 2016

Iss ILM ko hasil karne ka koi faida nahi Jiski badolat hamare zehen ko itmenaan aur dil ko sakoon na mile, aj ki bat, urdu hikayat, achi batain


Iss ILM ko hasil karne ka koi faida nahi
Jiski badolat hamare zehen ko itmenaan
aur dil ko sakoon na mile


Sunday 21 February 2016

Hum jane wale kal ko nahi badal sakte.. anay wala kal hamare haat mai hai...


Hum jane wale kal ko
nahi badal sakte..
anay wala kal hamare
haat mai hai...


Sunday 14 February 2016

Mai har kisi ke liye apna aap acha saabit nahi kar sakta kyu keh main unke liye behtareen hon, aj ki bat, aqwal-e-zareen, achi batain


Mai har kisi ke liye apna aap acha saabit nahi kar sakta
kyu keh main unke liye behtareen hon
jo mujhe sahi tarah se jante aur samjhte hain


Tuesday 9 February 2016

iss sarab-e-zindagani mai, Aey Khaliq-e-kun fayakoon, Meri Haqiqat hai yehi, Inna Lillahi waa inna ilaihi raajiyon


iss sarab-e-zindagani mai, __ Aey Khaliq-e-kun fayakoon..
Meri Haqiqat hai yehi,___ Inna Lillahi waa inna ilaihi raajiyon


Sunday 31 January 2016

Life is the most difficult exam. Many people fail because they try to copy others,


" Life is the most difficult exam.
Many people fail because they try to copy others,
Not realizing that everyone has a different
Question Paper"

Agar mere sath koi burai kare to mai us se bohat acha inteqaam leta hon. mai usko uske haal per chor deta hon, aaj ki bat, aqwal e zareen,


Agar mere sath koi burai kare to mai us se
bohat acha inteqaam leta hon.
mai usko uske haal
per chor deta hon
sab se acha inteqaam khamoshi aur kinara kashi hai
us shakhs ke sath usse bura aur kya hoga keh
usne mjhe kho diya


Mai ne logon ko bohat tola, naapa jancha aur parkha, lekin jab meri, aqwal e zareen, aaj ki bat, achi bat


Mai ne logon ko bohat tola, naapa
jancha aur parkha, lekin jab meri
apni baari aai to mujhe tarazu he nahi
mila, kyu keh mujh se apne girebaan
mai jhaanka nahi jata magar dosron
ke girebaan se nazar nahi hatti...


Sunday 17 January 2016

Jo acha lagta hai usay ghor se mat dekho Kahin aisa na ho koi burai nikal aai, urdu hikayat. achi batain, aqwal e zareen


Jo acha lagta hai usay ghor se mat dekho
Kahin aisa na ho koi burai nikal aai..


Jo bura lagta hai usay ghor se dekho mumkin hai
Koi achai nazar ajai...

Thursday 7 January 2016

Kam Tareen ilm wo hai jo zuban per rahe aur boland tareen ilm wo hai jo kirdaar se zahir ho, urdu hikayat


Kam Tareen ilm wo hai jo zuban per rahe
aur boland tareen ilm wo hai
jo kirdaar se zahir ho


Har insaan ne aik niqab pehna hua hai Kuch logon ka ye niqaab Allah dunya he mai utar deta hai jab keh kuch logon ko mehlat deta hai ta keh wo toba karlein, urdu hikayat


Har insaan ne aik niqab pehna hua hai
Kuch logon ka ye niqaab Allah dunya he
mai utar deta hai jab keh kuch logon ko
mehlat deta hai ta keh wo toba karlein