Aqwal-e-Zaren
Thursday, 27 February 2014
Jis Tarah shabnam ke qatrey Murjhai hoe phoolon ko taazgi bakhshtey hain, Best Quotation, Urdu Quotation
Jis Tarah shabnam ke qatrey
Murjhai hoe phoolon ko taazgi bakhshtey hain
isee tarah
Ache alfaz mayoos dilon ko
Roshni or tassali bakhshtey hain
Jab Logo ko Pata chalta hai Keh zindagi kya hai?, Urdu Hikayat, Image Quotations
Jab Logo ko Pata chalta hai
Keh zindagi kya hai?
To ye aadhi kharch ho chuki hoti hai
Jis bhi Shals ne Allah Taala ke Darwaze se mou mora phor wo jis darwaze per bhi gaya, Islamic Quotation
Jis bhi Shals ne Allah Taala ke
Darwaze se mou mora phor wo jis darwaze per bhi gaya
To tamam izzaten s se mou mor lengii..
Bachon per sliye Noor saa barasta hai keh wo shararte to karte hain, Urdu Hikayat, Image Quotations
Bachon per sliye Noor saa barasta hai
keh wo shararte to karte hain
Lekin saazish nahi karte
Orat ki maharat faqat ye nahi hai keh Wo acha khana pakale Bul Keh, Urdu Hikayat, Image Quotations
Orat ki maharat faqat ye nahi hai keh
Wo acha khana pakale
Bul Keh
Uski asal maharat ye hai keh aik
Acha bacha tarbiyat kare aik acha insan banana orat ka asal honar hai
Meri likhi har bat ko Koi samajh nahi pata Kyun Keh, Best Quotation, Urdu Quotation
Meri likhi har bat ko Koi samajh nahi pata
Kyun Keh
Mai Ehsaas Likhta hon...
Log Alfaaz parhte hain...
Monday, 24 February 2014
Taleem se zyada hamara rowayya eham hota hai Kyun Keh baaz aoqat hamari taleem nakaam hojati hai, Best Quotation, Urdu Quotation
Taleem se zyada hamara rowayya eham hota hai
Kyun Keh baaz aoqat hamari taleem nakaam hojati hai
or rawayya he maamlaat sudharta hai
Apni ghalti ka aetiraaf kar lena aik behtareen khusoosiyat hai, Best Quotation, Urdu Quotation
Apni ghalti ka aetiraaf kar lena aik
behtareen khusoosiyat hai..
Isse nafs mai aajizi parwan charhti hai is ka takabur
Kamzor hojata hai
Agar tum us waqt muskurate ho jab Tum pori tarah toot chuke hote ho to, Urdu Hikayat, Image Quotations
"Agar tum us waqt muskurate ho jab
Tum pori tarah toot chuke hote ho to
Yaqeen jano keh dunya mai tumhe kabhi koi tor nahi sakta"
Yad karne mai bhoolne ka rsata nahi milta, Urdu Hikayat, Image Quotations
Yad karne mai bhoolne ka rsata nahi milta..
Sliye inko yad mat karo jo dhaka de kar khush hote hain...
Bat hai to karvi par hai sachi keh aik mard ki gherat ka andaza, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations
Bat hai to karvi par hai sachi
keh aik mard ki gherat ka andaza
uski orat ke libas or
parde se lagaya ja sakta hai
Iqtedaar, Taqat or Dolat milne par log badalte nahi, Urdu Hikayat, Best Quotation, Urdu Quotation
Iqtedaar, Taqat or Dolat
milne par log badalte nahi..!!
bul keh
Benaqab hote hain..
Saturday, 22 February 2014
Do (2) Aadmiyon se hoshyaar raho..!! Aik wo jo tum mai wo aeib btai jo tum mai nahi, Urdu Hikayat, Image Quotations
Do (2) Aadmiyon se hoshyaar raho..!!
Aik wo jo tum mai wo aeib btai jo tum mai nahi,
Dosra wo jo tum mai wo khoobi btai jo tum mai nahi..
Sunday, 16 February 2014
Koi Kam kisi ke supurd karna chaho to, Aqalmand ke supurd karna, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations
Koi Kam kisi ke supurd karna chaho to,
Aqalmand ke supurd karna,
Wo mayassar na ho to
Khud Karna,
Nahi to phir chor dena
Kamyabi or nakami ki kabhi parwa mat karo, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations
Kamyabi or nakami ki kabhi parwa mat karo
Ye dekho keh tum Haq par ho ya nahi
Jo Larki Sar Utha k Chalti hai, Us K Waldain Sar Jhuka K Chalte Hen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations
Jo Larki Sar Utha k Chalti hai,
Us K Waldain Sar Jhuka K Chalte Hen,
Or Jo Larki Sar Jhuka K Chalti Hai,
Us k Waldain Sar Utha K Chalte Hen.
Aik choti si neki, aik bare iraday se behtar hoti hai, Urdu Hikayat, Image Quotations
Aik choti si neki,
aik bare iraday se behtar hoti hai..
Wednesday, 12 February 2014
Pareshan hone se kal ki mushkil door nahi hojati, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations
Pareshan hone se kal ki mushkil door nahi hojati
bul keh
is se aaj ka sakoon bhi chala jata hai
Saturday, 8 February 2014
Kisi bhi halat mai apna hosla mat choro, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations
Kisi bhi halat mai apna hosla mat choro,
kyun keh
Log giray hoey makaan ki eintein bhi utha kar le jate hain
Zindagi mai kabi piyar karne ka man ho to Apne dukh se piyar karna, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations
Zindagi mai kabi piyar karne ka man ho to
Apne dukh se piyar karna
Q K duniya ka dastoor hai
Jise jitna chaho gay usey utna hi door pao ge,
Saturday, 1 February 2014
Har Darakht, har ugnay wali cheez bharte hoe yehi sachai kehti hai, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations
Har Darakht, har ugnay wali cheez
bharte hoe yehi sachai kehti hai
Jo boya hai wohi katogay
Insan ko kabhi apni auqaat nahi bhoolni chahiye "Mamooli" se "Khaas" banne mai, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations
Insan ko kabhi apni auqaat nahi bhoolni chahiye
"Mamooli" se "Khaas" banne mai laa-mehdood arsa lgta hai
Magar "Khaas" ko "Mamooli" banne mai
Mukhtasir muddat hee darkaar hoti hai
Mushkilon se larna nahi bul keh Sambhal kar guzarna seekho, Urdu Quotations, Aqwal-e-Zareen, Urdu Famous Lines, Urdu Hikayat, Image Quotations
Mushkilon se larna nahi bul keh
Sambhal kar guzarna seekho
warna
Apki shaksiyat tabah hojaigi
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)