Dhoka Jo shakhs kisi ko dhoka deta hai wo tasawar karta hai keh isnay faqat aik shakhs ko dhoka diya hai, NAHI... Dar haqeeqat usne aik fard, aik dil, aik zehen, aik iraday, aik khandaan aik nizam or maasharti nizam ko dhoka diya, Kyun keh aik insan ke kam as kam itne rawabit to hote hain
RAB Kehta hai "Kisi ko takleef de kar mujhse apni khushi ki dua mat karna Lekin agar kisi ko aik pal ki khushi dete ho to apni takaleef ki fikar mat karna"