Koi Kamzor shakhs tumhari be.izzati kare to usay bukhsh do
sliye keh bahadaron ka kaam mavf krna hai
Allah ki rehmat ki pehli neshani ye keh insaan ko apne
Aeib nazar aanay shurru hojate hain
Zindagi main adhay ghum insaam
dosroon se ghalat tawaqqal (Expectations)
kr kay khareedta hai..
Kisi se itni tuwaqqat
wabasta mat kijiye ga keh
tuwaqqat tootein to aap
khud bhi sath toot
jain...
Agar tum azmat ki bolandiyon ko choona chahte ho
To apne dil mai insaniyat ke liye
Nafrat ke bajai Mohabbat Abaad karo..
Kisi ki rai sune bagheir he usse ekhtelaaf
karna hamari badtareen aadaat mai se aik
Aadat hai..