Aqwal-e-Zaren
Thursday, 15 November 2018
ghizza ko dawai ki tarah ( soch samajh kar, waqt per, safai suthrai aur mayaar ki rayat rakhte hoe)
ghizza ko dawai ki tarah ( soch samajh kar,
waqt per, safai suthrai aur mayaar ki rayat rakhte hoe)
khaain, warna dawai ko ghiza ki tarah khana parega
Sardi ka mosam aa chuka hai, barai mehrbani apni car ya sawari mai zyada na sahi porane
Sardi ka mosam aa chuka hai, barai mehrbani
apni car ya sawari mai zyada na sahi porane
sweater, jurabay yaa garam kapre zaroor
rakhein taa keh nazar aanay per aise mehroom aur
mustahiq bachon aur afraad ko de sakein jo
aap ki madad ke muhtaaj hain
Porane Log purjosh thay wo taaluqqat ko sambhalte thay, urdu quot, best urdu hikayat
Porane Log purjosh thay
wo taaluqqat ko sambhalte thay
phir log practical hogai
taaluqq se faida uthane lage
ab log professional hogai
faida ho to he taaluqq banate hain
Insaan RIZQ kamane ki khatir subha "Office Time" se pehle bedaar hojata hai, kaam ki bat, urdu quot, best urdu lines
Mehroom Insaan
Insaan RIZQ kamane ki khatir subha "Office Time" se pehle bedaar hojata hai
magar RIZQ ki khushnudi ke liye nemaz.e.fagar mai bedaar nahi ho sakta
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)