Tuesday, 1 December 2020
Jo naa mil sake wohi Be-Wafa, Yeh bari ajeeb c baat hai Jo chala gaya mujhe chor kar, wohi aaj tak mere sath hai
Jo naa mil sake wohi Be-Wafa, Yeh bari ajeeb c baat hai
Sunday, 22 November 2020
Phittkari ke kamalaat Saanp (Snake) ke katnay ka elaaj,
Phittkari ke kamalaat
Saanp (Snake) ke katnay ka elaaj
Dunya ke zehreelay saanp katay ke elaaj mein
Phitkari 2 se 3 tola pees kar aik glass pani mai
mila kar pila dein, agar maut se 2 min
pehle mareez ko pila di jai
tu mareez marne se yaqeeni bach jata hai
Phitkari mai khaaliq kainaat ne wo taseer rakhi hai
keh jism mai saanp ke
aise zeher ko jo aik hazaar aadmiyon ko maar sakta hai
chacham zadan mein zeher ko
poray jism mai 5 second se pehle
aise talchatt kar deta hai jese doodh
phat jata hai aur zeher ki hebat ko
fori tabdeel kar ke be-asar kar deta hai
bashart ye keh uski harkat e qalb band na hoi ho
usse barh kr koi nuskha ho he
nahi sakta
Ghair shadi shuda, Shadi ki hasrat mai hai, Shadi shuda tallaq ke chakar mai, Best reality in now a days, aj kal ki haqeeqat
Ghair shadi shuda, Shadi ki hasrat mai hai,
Shadi shuda tallaq ke chakar mai
Bachon ko bara hone ki jaldi hai
badon ko bachpan lot aanay ki aarzu
Mulaazim naukri ki sakhtiyon se nalaan hai
aur berozgaar naukri ke liye pareshaan
Ghareeb chahta hai ameer hojai
jab keh ameer sakoon ka talabgaar hai
Aam admi shuhrat ke liye mara jaa rha hai
aur mashoor aadmi logon se chupta phirta hai
hum sab naa-khush hain, jaante hain kyu??
Kyu keh hum ALLAH ki raza mai raazi nahi hain..!!
Sunday, 1 November 2020
Waqt ki qeemat samajhni hai to akhbaar (Newspaper) se samjho Jo subha 15 rupay ka hota hai, aqwal-e-zareen, best urdu lines, urdu hikayat,
Waqt ki qeemat samajhni hai to akhbaar (Newspaper) se samjho
Jo subha 15 rupay ka hota hai
aur shaam ko wohi akhbaar
15 rupay kilo bikta hai
Thursday, 15 October 2020
The desires of this world are like sea water. The more you drink of them The more you thirst. by Ibn Arabi)
The desires of this world
are like sea water.
The more you drink of them
The more you thirst
(Ibn Arabi)
Monday, 12 October 2020
Aik baat yad rakhna Ertugural Apna raaz apne seenay mai qaid rakhoge tu khud bhi chain se rahoge aur tumhara raaz bhi mehfooz rahega, by ibn-ul-arabi, best urdu qout by arabi
Aik baat yad rakhna "Ertugural"
Apna raaz apne seenay mai qaid rakhoge tu khud bhi
chain se rahoge aur tumhara raaz bhi mehfooz rahega
by ibn-ul-arabi
Hasil-e-zindagi, hasrat ke siwa, kuch bhi nahi Yeh kiya nahi, woh hua nahi, yeh mila nahi, woh raha nahi, urdu aqwaal.e.zareen, best urdu quot,
Hasil-e-zindagi, hasrat ke siwa, kuch bhi nahi
Yeh kiya nahi, woh hua nahi, yeh mila nahi, woh raha nahi
Thursday, 24 September 2020
Kisi cheez ko samajhna Uske bare mai maloomat se behtar hota hai kyu keh, aqwal e zareen, best urdu qoutation
Kisi cheez ko samajhna
Uske bare mai maloomat se behtar hota hai
kyu keh
senkron log aap ko jante hain lekin
bohat kam log hote hain jo apko samjhte hain...!!!
Rukawaton aur Mushkilaat ke liye Pareshan mat hon, urdu hikayat, urdu quots,
Rukawaton aur Mushkilaat ke liye
Pareshan mat hon,
Unke peechay bohat hikmatein hoti hain
Ye apka rasta nahi rokti bal keh
Behtareen rastay pe lejane ke liye
Aati hain...
Monday, 10 August 2020
Sunday, 5 July 2020
Sunday, 7 June 2020
Thursday, 4 June 2020
Samajh na Aaya Zindagi Tera Falsafaa, urdu quotations, best urdu lines, urdu hikayaat
Samajh na Aaya ZindagiTera Falsafaa
Aik taraf kehti hai
Sabar ka Phal meetha hota
aur dosri taraf kehti hai
Waqt kisi ka intezar nahi karta
Kaash log samajh jain Rishte aik dosre ka khayal rakhne ke liye Bnaia jate hain, aik dosre ka istemaal karne ke liye nahi, urdu hikayat, urdu quotations,
Kaash log samajh jain
Rishte aik dosre ka khayal rakhne ke liye
Bnaia jate hain.. aik dosre ka istemaal
karne ke liye nahi
Sunday, 3 May 2020
Tuesday, 28 April 2020
Tuesday, 7 April 2020
Wednesday, 18 March 2020
Darakht boorha ho kar bhi phal na bhi de saya zaroor deta hai, Boorha darakht, Aaj ki bat, Urdu quotation, urdu hikayat
Aaj ki bat
Boorha darakht
Darakht boorha ho kar bhi phal na bhi de saya zaroor deta hai
Kaash ye bat aulaad ko waqt per samajh ajai.
Tuesday, 3 March 2020
Monday, 3 February 2020
Apni awaz ke bajai apne dalaail ko buland keejiye, phool badal ke garajne se nahi, barane se ugte hain, jalal ud din romi, aqwal-e-zareen,
Thursday, 23 January 2020
Qarz se aajiz shakhs ko Hazrat Ali (R.A) ka mashwara
Qarz se aajiz shakhs ko
Hazrat Ali (R.A) ka mashwara
Aik shakhs ne Hazrat Ali (R.A) ki khidmat mai aa kr arz ki mai
aajiz hogaya hoon
meri kuch madad karein,
Aap (R.A) ne farmaya kya mai tumhe wo kalmaat na
sikha dun jo Hazrat Muhammad (S.A.W) ne mujh ko sikhai thay agar ser pahaar
ke barabar bhi tum per qarz hoga to Allah usko tumse ada kara dega
Aur yaqeen jano keh unqareeb tumhara parwardegar tumhe itna dega keh tum khush hojaoge.
Aur yaqeen jano keh unqareeb tumhara parwardegar tumhe
itna dega keh tum khush hojaoge.
Kisi bhi kisam ka Dard Ho, Every type of Pain Dua
Har kisam ke dard ke wastay dard ki jaga per hat rakh kr is ayat
ko 3 martaba parh kar dam krlein, InshaAllah bohat jald dara jata
rahega
Bila shuba Allah jise chahe be-hisaab Rizq deta hai, Dua for Rizq-e-halal
Bila shuba Allah jise chahe be-hisaab Rizq deta hai
Subscribe to:
Posts (Atom)