Sunday 12 April 2015

SHAIKH Saadi farmatay hain, mai ne aik neik shakhs ko darya ke kiaray dekha jis ko, urdu hikayat


SHAIKH Saadi farmatay hain

mai ne aik naik shakhs ko darya ke kinaray dekha jis ko aik

cheetay ne zakhmi kardiya tha. or uska zakham kisi dawa se acha na hota tha

or wo arsa daraz se us takleef mai mubtila tha
magar har waqt Allah ka shukar adaa karta tha
Logon ne us se poucha keh
shukar kis bat ka adaa karte ho?
usne jawab diya. isliye keh
Musibat mai mubtila hoon, na keh gunah mai

No comments:

Post a Comment