Nafrat mohabbat ke bs aik qadam ke faslay per hai, lekin mohabbat nafrat se bohat door hai, be-inteha mohabbat ko nafrat mai badalte aik second lagta hai, haan sirf aik second apke bohat mehboob insan ko qabl-e-nafrat bana deta hai barson dil mai basnay wale insan ko ap bahir nikal phenkne mai mai aik pal nahi lagate
Nafrat mohabbat ke bs aik qadam ke faslay per hai, lekin mohabbat nafrat se bohat door hai, be-inteha mohabbat ko nafrat mai badalte aik second lagta hai, haan sirf aik second apke bohat mehboob insan ko qabl-e-nafrat bana deta hai barson dil mai basnay wale insan ko ap bahir nikal phenkne mai mai aik pal nahi lagate. lekin agar socha jai to jis se hum nafrat karte hain usse mohabbat karne mai ya to sadiyaan lag jaingi ya phir usse mohabbat ho gii he nahi, nafrat mohabbat per haavi ho jati hai lekin mohabbat ko khud per haavi nahi hone deti issee liye mohabbat karo to aise jese nafrat ki jati hai..
No comments:
Post a Comment